Table of Contents
Rukhsat Hua To Aankh Mila Kar Nahin Gaya
Sad Poetry by Shahzad Ahmad
Rukhsat Hua To Aankh Mila Kar Nahin GayaWoh Kyun Gaya Hai Yeh Bhi Bata Kar Nahin Gaya رخصت ہوا تو آنکھ ملا کر نہیں گیا
وہ کیوں گیا ہے یہ بھی بتا کر نہیں گیا Woh yun gya k bad e saba yaad aa gaiEhsaas tak bhi hum ko dila kr nahi gya
وہ یوں گیا کہ باد صبا یاد آ گئی
احساس تک بھی ہم کو دلا کر نہیں گیا
Yoon Lag Raha Hai Jaise Abhi Laut Aaye Ga Jaate Hue Charaagh Bujha Kar Nahin Gaya یوں لگ رہا ہے جیسے ابھی لوٹ آئے گا
جاتے ہوئے چراغ بجھا کر نہیں گیا Shayad Woh Mil Hi Jaaye., Magar Justjoo Hai ShartWoh Apne Naqsh-E-Paa Ko Mita Kar Nahin Gaya شاید وہ مل ہی جائے مگر جستجو ہے شرط
وہ اپنے نقش پا تو مٹا کر نہیں گیا Ghar mein hai aaj tak wohi khusbu basi huiLagta hai yun k jaisey woh aa kar nahi gya گھر میں ہے آج تک وہی خوشبو بسی ہوئی
لگتا ہے یوں کہ جیسے وہ آ کر نہیں گیا Rehne Diya Na Us Ne Kisi Kaam Ka Mujhe Aur Khaak Mein Bhi Mujh Ko Mila Kar Nahin Gaya. رہنے دیا نہ اس نے کسی کام کا مجھے
اور خاک میں بھی مجھ کو ملا کر نہیں گیا Shehzad yeh gila hi rha us ki zaat syJatey huey woh koi gila kar nahi gya شہزادؔ یہ گلہ ہی رہا اس کی ذات سے
جاتے ہوئے وہ کوئی گلہ کر نہیں گیا Gulab Hath Mein Ho Aankh Men Sitara Ho – Parveen ShakirAap Se Milke Hum Kuch Badal Se Gaye – NFAK LyricsTabiyat In Dinon Begana-E-Gham Hoti Jati Hai – Begum Akhtar LyricsDil Sulagane Laga Chandni Raat Mein | Nusrat Fateh Ali Khan Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO