Table of Contents
Roz Taaron Ko Numaish Mein Khalal Parta Hai
Rahat Indori Ghazal – Rahat Indori Poetry Collection
Roz Taaron Ko Numaish Mein Khalal Parta Hai
Chand Pagal Hai Andheray Mein Nikal Parta Ha
روز تاروں کو نمائش میں خلل پڑتا ہے
چاند پاگل ہے اندھیرے میں نکل پڑتا ہے
Aik Dewana Musafir Hai Meri Aankhon Mein
Waqt Be Waqt Thehrta Hai Chal Parta Hai
ایک دیوانہ مسافر ہے میری آنکھوں میں
وقت بے وقت ٹھہر جاتا ہے، چل پڑتا ہے
Apni Tabeer Ke Chakar Mein Mera Jagta Khwab
Roz Suraj Ki Tarah Ghar Se Nikal Parta Hai
اپنی تعبیر کے چکر میں میرا جاگتا خواب
روز سورج کی طرح گھر سے نکل پڑتا ہے
Roz Pathar Ki Hamayat Mein Ghazal Likhte Hain
Roz Sheshon Se Koi Kaam Nikal Parta Hai
روز پتھر کی حمایت میں غزل لکھتے ہیں
روز شیشوں سے کوئی کام نکل پڑتا ہے
Us Ki Yaad Ayi Hai Saanson Zara Aahista Chalo
Dharkno Se Bi Ibadat Mein Khalal Parta Hai
اُس کی یاد آئی، سانسوں ذرا آہستہ چلو
دھڑکوں سے بھی عبادت میں خلل پڑتا ہے
Vehshat-e-Dil Thi Kahan Kam Ke Badhane Aaye – Urdu Ghazal
Parakhna Mat Parakhne Mein Koi Apna Nahi Rehta – Bashir Badr
Dost Ban Kar Bhi Nahi Sath Nibhane Wala – Ahmad Faraz Poetry