Table of Contents
Rootha Tha Tujh Se Yaani Khud Apni Khushi Se
Jaun Elia Urdu Sad Poetry
Rootha Tha Tujh Se Yaani Khud Apni Khushi Se Main
Phir Us Ke Baad Jaan, Na Rootha Kisi Se Main
روٹھا تھا تجھ سے یعنی خود اپنی خوشی سے میں
پھر اس کے بعد جان نہ روٹھا کسی سے میں Baanhon Se Meri Woh Abhi Rukhsat Nahin Hua
Par Gum Hoon Intezaar Mein Us Ke Abhi Se Main بانہوں سے میری وہ ابھی رخصت نہیں ہواپر گم ہوں انتظار میں اس کے ابھی سے میں Dam Bhar Teri Hawas Se Nahin Hai Mujhe Qaraar
Halkaan Ho Gaya Hoon Teri Dilkashi Se Main دم بھر تری ہوس سے نہیں ہے مجھے قرارہلکان ہو گیا ہوں تری دل کشی سے میں Is Taur Se Hua Tha Juda Apni Jaan Se,
Kaise Bhula Sakun Ga Use Aaj Hi Se Main اس طور سے ہوا تھا جدا اپنی جان سےجیسے بھلا سکوں گا اسے آج ہی سے میں Ai Taraahdaar-E-Ushwa Taraaz-E-Dayaar-E-Naaz
Rukhsat Hua Hoon Tere Liye Dil Ki Gali Se Main اے طراحدار عشوہ طراز دیار نازرخصت ہوا ہوں تیرے لیے دل گلی سے میں Tu Hi, Hareem-E-Jalwa Hai Hungaame Rang Hai
Jaanaan Bahut Udaas Hoon, Apni Kami Se Main تو ہی حریم جلوہ ہے ہنگام رنگ ہےجاناں بہت اداس ہوں اپنی کمی سے میں Kuchh To Hisaab Chahhiye Aayine Se Tujhe
Loon Ga Tera Hisaab Meri Jaan Tujhi Se Main کچھ تو حساب چاہئے آئینے سے تجھےلوں گا ترا حساب مری جاں تجھی سے میں Koi Halat Nahi Ye Halat Hai – Sad Urdu Poetry by Jaun EliaLamhe Ko Bewafa Samajh Leejiye – Jaun Elia PoetryNazar Hairaan, Dil Veeran, Mera Jee Nahin Lagta – Jaun EliaHar Dhadkan Haijaani Thi Har Khamoshi Tufaani Thi – Jaun Elia
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO