
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Rooh Pyasi Kahan Se Aati Hai
Jaun Elia Poetry
Rooh pyasi kahan se aati hai
ye udaasi kahan se aati hai
روح پیاسی کہاں سے آتی ہے
یہ اداسی کہاں سے آتی ہے
hai wo Yak sar supardagi to bhalaa
badhawaasi kahan se aati hai
ہے وہ یک سر سپردگی تو بھلا
بد حواسی کہاں سے آتی ہے
Wo hum aagosh hai, to phir dil mein
naasipaasi kahan se aati hai
وہ ہم آغوش ہے تو پھر دل میں
نا شناسی کہاں سے آتی ہے
ek zindaan-e-bedili aur shaam
ye sabaa si kahan se aati hai
ایک زندانِ بے دلی اور شام
یہ صبا سی کہاں سے آتی ہے
tu hai pehloo mein, phir teri khushboo
ho ke baasi kahan se aati hai
تو ہے پہلو میں پھر تری خوشبو
ہو کے باسی کہاں سے آتی ہے
dil hai shab sokhtaa, siwaay umeed
tu nidaa si kahan se aati hai
دل ہے شب سوختہ سو اے امید
تو ندا سی کہاں سے آتی ہے
main hoon tujhmen aur aas hoon teri
tu niraasi kahan se aati hai
میں ہوں تجھ میں اور آس ہوں تیری
تو نراسی کہاں سے آتی ہے
Chahat Ka Har Sood Khasara Likhta Main – Sad Poetry
Rahon Pe Nazar Rakhna Honton Pe Dua Rakhna – Poetry
Kisi Ki Chah Mein Aisa Bhi Kya Sarshar Ho Jana
Un Labon Ki Yaad Aayi Gul Ke Muskarane Se
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO