
Table of Contents
Rone Se Aur Ishq Mein Bebaak Ho Gaye
Mirza Ghalib Poetry
rone se aur ishq mein bebaak ho gaye dhoye gaye hum itnay ke bass paak ho gaye رونے سے اور عِشق میں بیباک ہوگئے
دھوئے گئے ہم اِتنے، کہ بس پاک ہوگئے sarf e baha e mai hoye alaat e mai kashi thay ye hi do hisaab so yoon paak ho gaye صرفِ بہائے مے ہُوئے آلاتِ میکشی !
تھے یہ ہی دو حِساب سو یُو ں پاک ہوگئے rusva e dehr go hoye avaargi se tum baare tabiyaton ke to chalaak ho gaye رُسوائے دہر گو ہُوئے آوار گی سے تم
بارے طبیعتوں کے تو چالاک ہوگئے kehta hai kon nala e bulbul ko be asar parday mein gull ke laakh jigar chaak ho gaye کہتا ہے کون نالۂ بُلبُل کو بے اثر
پردے میں گُل کے، لاکھ جگر چاک ہوگئے poochay hai kya vajood o adam ahl e shauq ka aap apni aag ke ḳhash o ḳhashaak ho gaye پُوچھے ہے کیا وجُود و عدم اہلِ شوق کا
آپ اپنی آگ کے خس و خاشاک ہوگئے karne gaye thay us sy tagaful ka ham gila ki aik hi nigah ke bas ḳhaak ho gaye کرنے گئے تھے اُس سے تغافل کا ہم گِلہ
کی ایک ہی نِگاہ کہ بس خاک ہوگئے is rang se uthai kal us ne asad ki naash dushman bhi jis ko dekh ke gamnaak ho gaye اِس رنگ سے اُٹھائی کل اُس نے اسد کی نعشدُشمن بھی جس کو دیکھ کے غمناک ہوگئے Aankhon Ka Rang, Baat Ka Lehja Badal Gaya – GhazalChahat Ka Har Sood Khasara Likhta Main – Sad PoetryKaise Ayega Tere Khadokhal Ka Mausam – Noshi Gilani
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO