
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Rog Aise Bhi Gham-e-Yaar Se Lag Jate Hain
Ahmad Faraz Poetry
Rog Aise Bhi Gham-e-Yaar Se Lag Jate Hain
Dar Se Uthtay Hain Toh Deewaar Se Lag Jate Hain
روگ ایسے بھی غمِ یار سے لگ جاتے ہیں
در سے اُٹھتے ہیں تو دیوار سے لگ جاتے ہیں
Ishq Aghaz Mein Halki Si Khalish Rakhta Hai
Baad Mein Sankdon Aazaar Se Lag Jate Hain عشق آغاز میں ہلکی سی خلش رکھتا ہےبعد میں سینکڑوں آزار سے لگ جاتے ہیں
Pehly Pehly Hos Ik Aadh Dukaan Kholti Hai
Phir Toh Bazaar Ke Bazaar Se Lag Jate Hain
پہلے پہلے ہوس اک آدھ دکاں کھولتی ہےپھر تو بازار کے بازار سے لگ جاتے ہیں
Be-Basi Bhi Kabhi Qurbat Ka Sabab Banti Hai
Ro Na Paein Toh Gale Yaar Se Lag Jate Hain
بے بسی بھی کبھی قربت کا سبب بنتی ہےرو نہ پائیں تو گلے یار سے لگ جاتے ہیں
Katarnein Gham Ki Jo Galion Mein Udi Phirti Hain
Ghar Mein Le Aao Toh Anbaar Se Lag Jate Hain
کترنیں غم کی جو گلیوں میں اڑی پھرتی ہیںگھر میں لے آؤ تو انبار سے لگ جاتے ہیں
Daagh Daman Ke Hon , Dil Ke Hon Keh Chehre Ke Faraz
Kuchh Nishaan Umar Ki Raftaar Se Lag Jate Hain
داغ دامن کے ہوں، دل کے ہوں کہ چہرے کے فرازؔکچھ نشاں عمر کی رفتار سے لگ جاتے ہیں Kar Longa Jama Daulat o Zar Uske Baad Kia – Urdu PoetryIss Basti Ke Ik Koochey Mein – Ibn e Insha PoetryGayi Wo Baat Ki Ho Guftugu Ho Kyunkar Ho – Mirza Ghalib PoetryHumne Hi Lautne Ka Irada Nahi Kiya – Parveen Shakir Ghazal
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO