Table of Contents
Raat Aankhon Mein Dhali
Bashir Badr Poetry
Raat aankhon mein dhali palkon pe jugnu ayehum hawahon ki tara ja ke usse chuu aye رات آنکھوں میں ڈھلی پلکوں پے جگنو آئےہم ہواؤں کی طرح جا کے اسے چھو آئے Uss ka dil dil nahi pathar ka kaleja ho gajis ko phoolo’n ka honar ansoon ka jado aye اسکا دل ،دل نہیں پتھر کا کلیجہ ہوگاجسکو پھولوں کا ہنر، آنسو کا جادو آئے bas gai hai mery ehsas mein ye kesi mkoi khushbo mein lagaon teri khushbo aye بس گئی ہے میرے احساس میں یہ کیسی مہککوئی خوشبو میں لگاؤں تیری خوشبو آئے khubsorat hain bahut duniya ke jhoote wadephool kagaz k liye kanch k bazo aye خوبصورت ہیں بہت دنیا کے جھوٹے وعدےپھول کاغذ کے لیے کانچ کے بازو آئے uss nay choo kar mujhe pathar se phir insan kiyamudaton bad meri ankho’n mein ansoon aye اس نے چھو کر مجھے پتھر سے پھر انسان کیامدتوں بعد میری آنکھوں میں آنسو آئے Ek Baar hi Jee Bhar Ke Saza Kyun Nahi Dete – Noor Jahan LyricsDin Guzar Gaya Aitbaar Mein – Jagjit Singh Ghazal LyricsAap Ko Dekh Kar Dekhta Reh Gaya – Jagjit Singh LyricsSarakti Jaaye Hai Rukh Se Naqab Ahista Ahista – Jagjit Singh Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO