
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Qissa Abhi Hijab Se Aage Nahi Barha – Urdu Poetry
Qissa Abhi Hijab Se Aage Nahi BarhaMain Aap, Wo Janab Se Aage Nahi Barha قصہ ابھی حجاب سے آگے نہیں بڑھامیں آپ” وہ “جناب ” سے آگے نہیں بڑھا Muddat Hui Kitab-e-Mohabat Shuroo KiyeLekin Main Pehle Baab Se Aage Nahi Barha مدت ہوئی کتاب محبت شروع کیےپر میں پہلے باب سے آگے نہیں بڑھا Lambhi Musaftain Hain Magar Is Sawaar KaPaaon Abhi Rakaab Se Aage Nahi Barha لمبی مسافتیں ہیں پر اس سوار کاپاؤں ابھی رقاب سے آگے نہیں بڑھا Logon Ne Sang-o-Khasht Ke Qiley Bna LiyeApna Mehal To Khwab Se Aage Nahi Barha لوگوں نے سنگِ وحشت کے قلعے بنا لیےاپنا محل تو خواب سے آگے نہیں بڑھا Tool-e-Kalaam K Liye Maine Kiye SawalWo Mukhtasar Jawab Se Aage Nahi Barha طول کلام کے لیے میں نے کیے سوالوہ مختصر جواب سے آگے نہیں بڑھا Rukhsar Ka Pata Nahin, Ankhain To Khoob HainDeedar Abhi Naqaab Se Aage Nahi Barha رُخسار کا پتا نہیں پر آنکھیں تو خُوب ہیںدیدارِ یار ابھی نقاب سے آگے نہیں بڑھا Wo Lazzat-e-Gunah Se Mehroom Reh GayaJo Khwahish-e-Sawab Se Aage Nahi Barha وہ لذت گناہ سے محروم رہ گیاجو خواہش ثواب سے آگے نہیں بڑھا Aye Jazba-e-Dil Gar Main Chahun Har Cheez Muqabil Aa JayeYe Chubhan Akelepan Ki, Ye Lagan Udas Shab Se – PoetryAa Ke Meri Jaan Main Qaraar Nahi Hai – Mirza GhalibAa Ke Meri Jaan Main Qaraar Nahi Hai – Mirza Ghalib
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO