Qazaaq Aankhen, Gulaab Chehra, Badan Pe Salwat Nishan Ko Tarse
Qazaaq Aankhen, Gulaab Chehra, Badan Pe Salwat Nishan Ko Tarsey
Lipatta Aanchal Simatta Daman Lams Mein Tere Iman Ko Terse
Lacheeli Baahen Uthen To Tere Badan Ko Aise Kamaan Ker Den
Har Ek Kaafi Har Ek Kavita Asar Mein Tere Bayan Ko Terse
Koi Mehakta Garam Tanaffus Koi Chatakta Sureela Naghma
Dharrakte Seene K Sahilon Mein Koi Lehar To Tufan Ko Terse
Namood Komal Wajood Resham, Thakan Ko Chunti Aghosh-e-Niswan
Mere Machalte Ghayoor Jazbe Dua Mein Teri Amaan Ko Terse
Woh Neeli Nass Mein Sayaal Jaisi Nashay Ko Japti Nabz Ki Maala
Sharab Jaise Gaahak Ko Dhoonde Khumar Sood-o-Zayan Ko Terse
Sharar Se Uljha Agan Se Khaila Yeh Shauq Akhir Ko Laut Aaya
Tawaf-e-Zahir To Ker Liya Ab Nazara Deed-e-Nihan Ko Terse
Sabhi Se Makhfi Khudi Pe Afshan Saim! Bata De Yeh Raaz Kia Hai
Qareena Ab Yeh Baeed Ker De Jazab Bhi Ab To Ayaan Ko Terse
قزاق آنکھیں , گلاب چہرہ , بدن پہ سِلوٹ نِشان ٹھہرےلپٹتا آنچل , سِمٹتا دامن , لَمس میں تیرے ایماں کو ترسے لچکیلی بانہیں اُٹھیں تو تیرے ، بدن کو ایسے کمان کر دیںہر اِک قافیہ , ہر اِک کویتا , اثر میں تیرے بیاں کو ترسے کوئی مہکتا گرم تنفس , کوئی چہکتا سُریلا نغمہدھڑکتے سینے کے ساحلوں میں , کوئی لہر ہو , کہ طوفاں کو ترسے نمود کومل , وجود ریشم , تھکن کو چنتی آغوشِ نِسواںمیرے مچلتے غیور جذبے , دُعا میں تیری امان کو ترسے وہ نیلی نس میں سیال جیسی , نشے کو جپتی نبض کی مالاشراب جیسے گاہک کو ڈھونڈے , مکان جیسے مکیں کو ترسے Tumhara Ishq Tumhari Wafa Hi Kafi Hai – Ghazal LyricsHijar Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi – PoetryMuhabbat Khud Batati Hai Kahan Kis Ka Thikana HaiAbhi Sooraj Nahi Dooba Zara Si Shaam Hone Do – Sad Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO