
Table of Contents
Qadmon Mein Thakan Thi Ghar Bhi Qareeb Tha
Parveen Shakir Poetry
Qadmon Mein Thakan Thi Ghar Bhi Qareeb ThaPar Kya Karein K Ab K Safar Hi Ajeeb Tha قدموں میں بھی تکان تھی گھر بھی قریب تھا
پر کیا کریں کہ اب کے سفر ہی عجیب تھا Nikle Agar Tu Chaand Dareeche Me Ruk Bhi JayeIs Shehr-E-Be Chargh Me Kis Ka Naseeb Tha نکلے اگر تو چاند دریچے میں رک بھی جائے
اس شہر بے چراغ میں کس کا نصیب تھا Aandhi Ne Un Rutton Ko Bhi Be-Taaj Kar DiyaJin Ka Kabhi Huma Sa Parinda Naseeb Tha آندھی نے ان رتوں کو بھی بے کار کر دیا
جن کا کبھی ہما سا پرندہ نصیب تھا Kuch Apne Aap Se Hi Usay Kashmakash Na ThiMujh Me Koi Shakhs Usi Ka Raqeeb Tha کچھ اپنے آپ سے ہی اسے کشمکش نہ تھی
مجھ میں بھی کوئی شخص اسی کا رقیب تھا Poocha Kisi Ne Mool Tu Hairan Reh GyaApni Nigah Me Koi Kitna Ghareeb Tha پوچھا کسی نے مول تو حیران رہ گیا
اپنی نگاہ میں کوئی کتنا غریب تھا Maqtal Se Aane Wali Hawa Ko Bhi Kab MilaAisa Koi Dareecha K Jo Be Saleeb Tha مقتل سے آنے والی ہوا کو بھی کب ملا
ایسا کوئی دریچہ کہ جو بے صلیب تھا Wo Ghazal Walon Ka Usloob Samajhte Honge – Bashir BadrKise Khabar Hai Keh Umr Bas Is Pe Ghaur Karne Mein Kat Rahi HaiTamannaon Ko Zinda Aarzuon Ko Jawaan Kar Loon – Urdu PoetryHusn Jab Meharbaan Ho To Kyaa Kiijiye – Khumar Barabankvi
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO