
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Qadmon Mein Bhi Takan Thi Ghar Bhi Qarib Tha
Parveen Shakir Poetry
Qadmon mein bhi takan thi ghar bhi qarib tha
Par kiya karen ki ab ke safar hi ajeeb tha ﻗﺪﻣﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﺗﮑﺎﻥ ﺗﮭﯽ ﮔﮭﺮ ﺑﮭﯽ ﻗﺮﯾﺐ ﺗﮭﺎﭘﺮ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﯾﮟ ﮐﮧ ﺍﺏ ﮐﮯ ﺳﻔﺮ ﮨﯽ ﻋﺠﯿﺐ ﺗﮭﺎ
Nikle agar tou chand dariche mein ruk bhi jaye
Is shahr e be charagh mein kis ka nasib tha
ﻧﮑﻠﮯ ﺍﮔﺮ ﺗﻮ ﭼﺎﻧﺪ ﺩﺭﯾﭽﮯ ﻣﯿﮟ ﺭﮎ ﺑﮭﯽ ﺟﺎﺋﮯﺍﺱ ﺷﮩﺮ ﺑﮯ ﭼﺮﺍﻍ ﻣﯿﮟ ﮐﺲ ﮐﺎ ﻧﺼﯿﺐ ﺗﮭﺎ
Andhi ne un ruton ko bhi be kar kar diya
Jin ka kabhi huma sa parinda nasib tha
ﺁﻧﺪﮬﯽ ﻧﮯ ﺍﻥ ﺭﺗﻮﮞ ﮐﻮ ﺑﮭﯽ ﺑﮯ ﮐﺎﺭ ﮐﺮ ﺩﯾﺎﺟﻦ ﮐﺎ ﮐﺒﮭﯽ ﮨﻤﺎ ﺳﺎ ﭘﺮﻧﺪﮦ ﻧﺼﯿﺐ ﺗﮭﺎ
Kuch apne ap se hi use kashmakash na thi
Mujh mein bhi koi shakhs usi ka raqib tha
ﮐﭽﮫ ﺍﭘﻨﮯ ﺁﭖ ﺳﮯ ﮨﯽ ﺍﺳﮯ ﮐﺸﻤﮑﺶ ﻧﮧ ﺗﮭﯽﻣﺠﮫ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﮐﻮﺋﯽ ﺷﺨﺺ ﺍﺳﯽ ﮐﺎ ﺭﻗﯿﺐ ﺗﮭﺎ
Pucha kisi ne mol to hairan rah gya
Apni nigah mein koi kitna gharib tha
ﭘﻮﭼﮭﺎ ﮐﺴﯽ ﻧﮯ ﻣﻮﻝ ﺗﻮ ﺣﯿﺮﺍﻥ ﺭﮦ ﮔﯿﺎﺍﭘﻨﯽ ﻧﮕﺎﮦ ﻣﯿﮟ ﮐﻮﺋﯽ ﮐﺘﻨﺎ ﻏﺮﯾﺐ ﺗﮭﺎ
Maqtal se aane wali hawa ko bhi kab mila
Aisa koi daricha ki jo be salib tha
ﻣﻘﺘﻞ ﺳﮯ ﺁﻧﮯ ﻭﺍﻟﯽ ﮨﻮﺍ ﮐﻮ ﺑﮭﯽ ﮐﺐ ﻣﻼﺍﯾﺴﺎ ﮐﻮﺋﯽ ﺩﺭﯾﭽﮧ ﮐﮧ ﺟﻮ ﺑﮯ ﺻﻠﯿﺐ ﺗﮭﺎ Kehne Ko Mera Us Se Koi Wasta Nahi – Urdu Sad PoetrySarakti Jaaye Hai Rukh Se Naqab Ahista Ahista – Jagjit Singh LyricsSilsila Mere Safar Ka Kabhi Toota Hi Nahi – Urdu PoetryTarash Kar Mere Bazoo Uraan Chor Gaya – Parveen Shakir
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO