Phir Bhi Bethi Hai Khizaan Bagh Ki Deewar Ke Sath
Phir Bhi Bethi Hai Khizaan Bagh Ki Deewar Ke SathJab Keh Patta Bhi Ni Hai Koi Ashjaar Ke Sath پھر بھی بیٹھی ہے خزاں باغ کی دیوار کے ساتھجبکہ پتاّ بھی نہیں ہے کوئی اشجار کے ساتھ Aik Hai Meri Ana aik Ana Kis Ki HaiKis Ne Deewar Bana Di Meri Deewar Ke Sath ایک ہے میری انا ، ایک انا کس کی ہےکس نے دیوار بنا دی مری دیوار کے ساتھ Tum Bary LoG Ho Seedhy Hi Guzar Jaty HoWarna Kuch TanG si Galiyan B Hain Bazaar Ke Sath تم بڑے لوگ ہو ، سیدھے ہی گزر جاتے ہوورنہ کچھ تنگ سی گلیاں بھی ہیں بازار کے ساتھ MustaqiL Dard Ka Sauda Hai Zara Narmi SeKuch Riayat B Tu Karty Hain Khareedar Ke Sath مستقل درد کا سودا ہے، ذرا نرمی سےکچھ رعایت بھی تو کرتے ہیں خریدار کے ساتھ Main Ne Pechan Liya Door Se Ghar Tera HaiPhooL Lipty Hoye Dekhe Jahan Deewar Ke Sath میں نے پہچان لیا دور سے، گھر تیرا ہےپھول لپٹے ہوئے دیکھے جہاں دیوار کے ساتھ Usse Keh Do Wo Mera Hai Begana Ho Nahi Sakta – GhazalJism Tarpa Hai Khak Par Tanha – Mohsin Naqvi PoetryKahan Tha Itna Azab Ashna Mera Chehra – MohsinJagti Raat Ke Honton Pe Fasanay Jaise – Wasi Shah
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO