Table of Contents
Nazar Mein Zakham-e-Tabasum Chupa Chupa Ke Mila
Mohsin Naqvi Poetry
Nazar Mein Zakham-e-Tabasum Chupa Chupa Ke MilaKhafa To Tha Woh Magar Mujh say Muskura Ke Mila نظر میں زخم تبسم چھپا چھپا کے ملاخفا تو تھا وہ مگر مجھ سے مسکرا کے ملا Woh Hamsafar Kay Mary Tanz Pay Hansa Tha BohatSitam Zareef Mujhy Aaina Dikha Ke Mila وہ ہمسفر کے میرے ظنز پے ہنسا تھا بہتستم ظریف مجھے آئینہ دکھا کے ملا Mere Mizaaj Pay Hairaan Hai Zindagi Ka ShaoorMain Apni Mout Ko Aksar Galay Laga Ke Mila میرے مزاج پہ حیران ہے زندگی کا شعورمیں اپنی موت کو اکثر گلے لگا کے ملا Main us say Maangta Kia Khoon Bahaa Jawaani KaKeh Woh Bhi Aaj Mujhe Apna Ghar Luta Ke Mila میں اس سے مانگتا کیا خون بہا جوانی کاکے وہ بھی آج مجھے اپنا گھر لٹا کے ملا Main Jis Ko Dhoondh Raha Tha Nazar Kay Rastay MenMujhe Mila Bhi Tou Zaalim Nazar Jhuka Ke Mila میں جس کو ڈھونڈ رہا تھا نظر کے رستے میںمجھے ملا بھی تو ظالم نظر جھکا کے Main Zakham Zakham Badan Lay Kay Chal Diya MohsinWoh Jub Bhi Apni Qabaa Per Kanwal Sajaa Ke Mila میں زخم زخم بدن لے کے چل دیا محسنوہ جب بھی اپنی قبا پر کنول سجا کے ملا Ab Tak Shikayatein Hain Dil-e-Bad Naseeb Se – Shakeel BadayuniHumse Bhaga Na Karo Dur Ghazalon Ki Tarah – URDUNAMA.NETWo Koi Aur Na Tha, Chand Khusk Patay Thay – Urdu Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO