
Table of Contents
Na Tha Kuch Tou Khuda Tha – Mirza Ghalib Poetry
نہ تھا کچھ تو خدا تھا، کچھ نہ ہوتا تو خدا ہوتا
Na tha kuch tou khuda tha, kuch na hota to khuda hota
Duboya mujhko hone ne, na hota main to kya hota
نہ تھا کچھ تو خدا تھا، کچھ نہ ہوتا تو خدا ہوتا
ڈُبویا مجھ کو ہونے نے، نہ ہوتا میں تو کیا ہوتا
Hua jab gham se yoon behis toh gham kya sar ke katne ka
Na hota gar juda tan se to zaanu par dhara hota
ہُوا جب غم سے یوں بے حِس تو غم کیا سر کے کٹنے کا
نہ ہوتا گر جدا تن سے تو زانو پر دھرا ہوتا
Hui muddat ke ‘Ghalib’ mar gaya par yaad aata hai
Woh har ek baat pe kehna, ke yoon hota to kya hota
ہوئی مدت کہ غالبؔ مرگیا، پر یاد آتا ہے
وہ ہر اک بات پر کہنا کہ یوں ہوتا تو کیا ہوتا
Read More:
Har Ek Baat Pe Kehte Ho Tum Keh Tu Kya Hai – Mirza Ghalib Ghazal
Aah Ko Chahiye Ek Umar Asar Hone Tak – Mirza Ghalib Ghazal
Ye Na Thi Hamari Qismat Ke Visaal-E-Yaar Hota – Mirza Ghalib
SUBSCRIBE OUR YOUTUBE CHANNEL!
Na Tha Kuch Tou Khuda Tha | Mirza Ghalib Poetry Whatsapp Status