Table of Contents
Na Aate, Hamein Ismein Takrar Kya Thi
Bang-e-Dara
Na Aate, Hamein Ismein Takrar Kya Thi
Magar Waada Karte Huwe Aar Kya Thi
نہ آتے ہمیں اس میں تکرار کیا تھی
مگر وعدہ کرتے ہوئے عار کیا تھی
Tumhare Payami Ne Sab Raaz Khola
Khata Ismein Bande Ki Sarkaar Kya Thi
تمہارے پیامی نے سب راز کھولاخطا اس میں بندے کی سرکار کیا تھی Bhari Bazm Mein Apne Aashiq Ko Tadha
Teri Aankh Masti Mein Hoshiyaar Kya Thi
بھری بزم میں اپنے عاشق کو تاڑاتری آنکھ مستی میں ہشیار کیا تھی
Ta’mmul To Tha Unke Aane Mein, Qasid
Magar Ye Bata Tarz-e-Inkaar Kya Thi
تأمل تو تھا ان کو آنے میں قاصدمگر یہ بتا طرز انکار کیا تھی
Kheenche Khud ba Khud Jaanib-e-Toor, Moosa
Kashish Teri Aye Shokh-e-Deedar Kya Thi
کھنچے خود بخود جانب طور موسیٰکشش تیری اے شوق دیدار کیا تھی
Kahin Zikr Rehta Hai Iqbal Tera!
Fasoon Tha Koi, Teri Guftaar Kya Thi کہیں ذکر رہتا ہے اقبالؔ تیرافسوں تھا کوئی تیری گفتار کیا تھی La Phir Ek Baar Wohi Bada-o-Jaam Ae Saqi – Allama Iqbal PoetryZamana Aaya Hai Be-Hijabi Ka, Aam Deedar-e-Yaar Hoga – IqbalWoh Harf-e-Raaz Ke Mujh Ko Sikha Gya Hai Junoon – Allama IqbalAnokhi Waza Hai, Sare Zamane Se Nirale Hain – Allama Iqbal
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO