
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Aa Ke Meri Jaan Main Qaraar Nahi Hai
Mirza Ghalib Poetry
Aa Ke Meri Jaan Main Qaraar Nahi Hai
Taaqat-E-Bedaad-E-Intazaar Nahi Hai
آ کہ مری جان کو قرار نہیں ہے
طاقتِ بیدادِ انتظار نہیں ہے Dete Hain Jannat Hayaat-E-Dahar Ke Badle
Nashsha Bandaza-E-Khumaar Nahin Hai دیتے ہیں جنّت حیاتِ دہر کے بدلےنشّہ بہ اندازۂ خمار نہیں ہے
Giriya Nikaale Hai Teri Bazm Se Mujh Ko
Haaye Ki Rone Pe Ikhtiyaar Nahi Hai
گِریہ نکالے ہے تیری بزم سے مجھ کوہائے کہ رونے پہ اختیار نہیں ہے
Ham Se Abas Hai Gumaan-E-Ranjish-E-Khaatir
Khaak Main Ushshaq Ki Gubaar Nahi Hai ہم سے عبث ہے گمانِ رنجشِ خاطرخاک میں عشّاق کی غبار نہیں ہے
Dil Se Uthaa Lutf-E-Jalwa Haaye Maani
Gair-E-Gul Aaina-E-Bahaar Nahi Hai دل سے اٹھا لطفِ جلوہہاۓ معانیغیرِ گل آئینۂ بہار نہیں ہے
Qatal Ka Mere Kiya Hai Ahad To Baare
Waye! Agar Ahad Ustavaar Nahi Hai قتل کا میرے کیا ہے عہد تو بارےوائے اگر عہد استوار نہیں ہے
Tu Ne Qasam Maikashi Ki Khaai Hai Ghalib
Teri Qasam Ka Kuch Aitabaar Nahi Hai تو نے قسم مے کشی کی کھائی ہے غالبتیری قسم کا کچھ اعتبار نہیں ہے Saanp Hee Saanp Nazar Aatay Hain Khwaabon Mein MujheHamara Tum Ko Yeh Salam Akhri Hai – Heart Broken PoetryDil Bhi Bujha Ho Shaam Ki Parchaiyaan Bhi Hun – Ahmad FarazSabhi Jazbat Khayalat Badal Jate Hain – Urdu Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO