
Mujhe Arzoo-E-Sahar Rahi Yunhi Raat Bhar Bari Dair Tak
Mujhe Arzoo-E-Sahar Rahi Yunhi Raat Bhar Bari Dair Tak
Na Bikhar Saka Na Simat Saka Yunhi Raat Bhar Bari Dair Tak
Tha Bohat Azab Aur Akele Hum Shab-E-Gham Bhi Meri Taweel Tar
Rahi Zindagi Bhi Saraab Aur Rahi Aankh Tar Bari Dair Tak
Yahan Har Taraf Hai Ajab Samaa Sabhi khud Pasand Sabhi Khud Numa
Dil-E-Beqarar Ko Na Mil Saka Koi Chara Gar Bari Dair Tak
Mujhe Zindagi Hai Aziz Tar Isi Waste Mere Hamsafar
Mujhe Qatra Qatra Pila Zeher Jo Kare Asar Bari Dair Tak
مجھے آرزو سحر رہی یوں ہی رات بھر بڑی دیر تکبکھر سکا نہ سمٹ سکا یوں ہی رات بھر بڑی دیر تک تھے بہت عذاب اور اکیلے ہم شب غم بھی میری طویل تررہی زندگی بھی سراب اور رہی آنکھ تر بڑی دیر تک یہاں ہر طرف ہے عجب سامان، سبھی خود پسند سبھی خود نمادل بےقرار کو نہ ملا کوئی چارہ گر بڑی دیر تک مجھے زندگی ہے عزیز تر اسی واسطے میرے ہمسفرمجھے قطرہ قطرہ پلا زہر جو کرے اثر بڑی دیر تک Ghar Se Nikal Kar Apne Tere Aastan Tak – Urdu Ghazal PoetryIk Roz Koi To Sochey Ga Farzanon Ki Iss Basti MeinSaza Mili Hai Muhabbat Ko Intehaaoun Ki – Urdu PoetryDar Hai Jo Mujh Ko Bhala Tujh Ko Woh Dar Thodi Hai
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO