Table of Contents
Mohabbat
Allama Iqbal Poetry – Bal-e-Jibril
Shaheed-e-Mohabbat Na Kafir Na Ghazi
Mohabbat Ki Rasmain Na Turki Na Tazi
شہيد محبت نہ کافر نہ غازي
محبت کي رسميں نہ ترکي نہ تازي
Woh Kuch Aur Shay Hai, Mohabbat Nahin Hai
Sikhati Hai Jo Ghaznavi Ko Ayazi
وہ کچھ اور شے ہے ، محبت نہيں ہے
سکھاتي ہے جو غزنوي کو ايازي
Ye Johar Agar Kar Farma Nahin Hai
To Hain Ilm-o-Hikmat Faqat Sheesha Bazi
يہ جوہر اگر کار فرما نہيں ہے
Na Mohtaj-e-Sultan, Na Maroob-e-Sultan
Muhabbat Hai Azadi-o-Be-Niazi
نہ محتاج سلطاں ، نہ مرعوب سلطاں
Mera Faqr Behtar Hai Iskandari Se
Ye Adam Gari Hai, Woh Aaeena Sazi
مرا فقر بہتر ہے اسکندري سے
Yun Hath Nahin Ata Woh Gohar-e-Yak Dana | Allama Iqbal
Garam Ho Jata Hai Jab Mehkoom Qoumon Ka Lahoo | Iqbal
Daam-e-Tehzeeb – Zarb-e-Kaleem | Allama Iqbal Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO