Table of Contents
Milne Ki Tarah Mujhse Wo Pal Bhar Nahi Milta by
Urdu Poetry Naseer Turabi
Milne ki tarah mujhse wo pal bhar nahi milta Dil us se mila jis se muqaddar nahin milta ملنے کی طرح مجھ سے وہ پل بھر نہیں ملتا
دل اس سے ملا جس سے مقدر نہیں ملتا Ye raah-e-tamanna hai yahan dekh ke chalna Is raah mein sar milte hain patthar nahi milta یہ راہ تمنا ہے یہاں دیکھ کے چلنا
اس راہ میں سر ملتے ہیں پتھر نہیں ملتا Humrangi-e-mausam ke talabgaar na hote Saaya bhi to qaamat ke baraabar nahi milta ہم رنگیٔ موسم کے طلب گار نہ ہوتے
سایہ بھی تو قامت کے برابر نہیں ملتا Kehne ko gham-e-hijr bada dushman-e-jaan hai Par dost bhi is dost se behtar nahi milta کہنے کو غم ہجر بڑا دشمن جاں ہے
پر دوست بھی اس دوست سے بہتر نہیں ملتا Kuch roz ‘Naseer’ aao chalo ghar mein raha jaye Logon ko ye shikwa hai ki ghar par nahi milta کچھ روز نصیرؔ آؤ چلو گھر میں رہا جائے
لوگوں کو یہ شکوہ ہے کہ گھر پر نہیں ملتا Zindagi Mout Ke Pehlu Me Bhali Lagti Hai – Urdu Sad PoetryTujhe Kya Khabar Mere Be-Khabar by Naseer TurabiLagta Nahi Hai Dil Mera Ujre Dayar Mein – Bahadur Shah ZafarZamin O Zaman Tumhare Liye – Naat Lyrics in Urdu
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO