Mil Kar Bhi Use Hasrat-E-Mulaqat Reh Gai
Mil Kar Bhi Use Hasrat-E-Mulaqat Reh GaiBaadal To Ghir Aye they Barsaat Reh Gai مل کر بھی اُسے حسرتِ ملاقات رہ گئیبادل تو گھر آئے تھے، برسات رہ گئی Wo Aaj Yun Mile Ke Hamein Jante Na HoLab To Mere Khule They Magar Baat Reh Gai وہ آج یوں ملا کہ ہمیں جانتا ہی نہ ہولَب تو میرے کُھلے تھےمگر بات رہ گئی Mai Haar Ke Bhi Khush Hoon ke Tum Jeet To GyeQismat Mein Meri Maat Thi So Maat Reh Gai میں ہار کے بھی خوش ہوں کہ تم جیت تو گئےقِسمت میں میری مات تھی سو مات رہ گئی Daaman Mein Kya Rakha Hai Is Ke Siwa BasBahkshe Jo Tune Zakhm Wo Soughaat Reh Gai دامن میں کیا رکھا ہے اِس کے سوا بسبخشے جو تو نے زخم وہ سوغات رہ گئی Kya Kya Badal Rahe Hain Yahan Mousam Khabar NahiDiL K Nagar Mein Raat Thi So Raat reh Gai کیا کیا بدل رہے ہیں یہاں موسم خبر نہیںدل کے نگر میں رات تھی سو رات رہ گئی Aankhon Ka Rang, Baat Ka Lehja Badal Gaya – GhazalBandh Lein Hath Pe Senay Pe Saja Lein Tumko – Wasi ShahBaat Phoolon Ki Suna Karte They – Urdu Ghazal Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO