
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Meri Tanhai Barhate Hain Chale Jate Hain
Urdu Sad Poetry
Meri tanhai barhate hain chale jate hainHanss talaab pe ate hain chale jate hain میری تنہائی بڑھاتے ہیں چلے جاتے ہیں
ہنس تالاب پہ آتے ہیں چلے جاتے ہیں Is liye ab mein kisi ko nahin jane detaJo mujhe chorr ke jate hain chale jate hain اس لئے اب میں کسی کو نہیں جانے دیتا
جو مجھے چھوڑ کے جاتے ہیں چلے جاتے ہیں Meri ankhon se bahaa karti hai un ki khushuRaftgaa’n khawb mein ate hain chale jate hain میری آنکھوں سے بہا کرتی ہے ان کی خوشبو
رفتگاں خواب میں آتے ہیں چلے جاتے ہیں Shadi-e-marg ka mahol banaa rehta haiAap aate hain rulate hain chale jate hain شادئ مرگ کا ماحول بنا رہتا ہے
آپ آتے ہیں رلاتے ہیں چلے جاتے ہیں Kab tumhe ishq pe majboor kiya hai hum neHum to bass yaad dilate hain chale jate hain کب تمھیں عشق پہ مجبور کیا ہے ہم نے
ہم تو بس یاد دلاتے ہیں چلے جاتے ہیں Ap ko kaun tamashayi samajhta hai yahanAap to aag lagate hain chale jate hain آپ کو کون تماشائی سمجھتا ہے یہاں
آپ تو آگ لگاتے ہیں چلے جاتے ہیں Tujhse Bichhad Ke Hum Bhi Muqaddar Ke Ho GayeYeh Chandni Bhi Jin Ko Choote Huye Darti Hai Patta Patta Bota Bota Haal Hamara Janay Hai By Mir Taqi MirAaj Maine Usse Nazdik Se Ja Dekha Hai – Urdu Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO