Table of Contents
Meri Nawa’ay Shauq Se Shor Hareem-e-Zaat Mein
Allama Iqbal Poetry | Bal-e-Jibril
Meri Nawa’ay Shauq Se Shor Hareem-e-Zaat MeinGhalghala Ha’ay Al-Aman But Kada’ay Sifaat Mein ميری نوائے شوق سے شور حريم ذات ميں
غلغلہ ہائے الاماں بت کدۂ صفات ميں Hoor-o-Farishta Hain Aseer Mere Takhaiyulat MeinMeri Nigah Se Khalal Teri Tajalliyat Mein حور و فرشتہ ہيں اسير ميرے تخيلات ميں
ميری نگاہ سے خلل تيری تجليات ميں Garche Hai Meri Justujoo Dair-o-Haram Ki Naqsh BandMeri Faghan Se Rustkhaiz Kaaba-o-Somanat Mein گرچہ ہے ميری جستجو دير و حرم کی نقش بند
ميری فغاں سے رستخيز کعبہ و سومنات ميں Gah Meri Nigah-e-Taiz Cheer Gyi Dil-e-WujoodGah Uljah Ke Reh Gyi Meri Touwahamaat Mein گاہ مری نگاہ تيز چير گئی دل وجود
گاہ الجھ کے رہ گئی ميرے توہمات ميں Tu Ne Ye Kya Ghazab Kiya, Mujh Ko Bhi Fash Kar DiyaMain Hi Tou Aik Raaz Tha Sina’ay Kainat Mein ! تو نے يہ کيا غضب کيا، مجھ کو بھی فاش کر ديا
ميں ہی تو اک راز تھا سينۂ کائنات ميں Kahun Kya Arzu-e-Be-Dili Mujh Ko Kahan Tak Hai | Iqbal PoetryGaram Ho Jata Hai Jab Mehkoom Qoumon Ka Lahoo | IqbalShama-o-Parwana – Allama Iqbal Poetry | Bang-e-Dara
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO