Table of Contents
Mere Khuloos Ki Gehrai Se Nahi Milte
Mere Khuloos Ki Gehrai Se Nahi MilteYe Jhote Log Hain Sachai Se Nahi Milte مرے خلوص کی گہرائی سے نہیں ملتے
یہ جھوٹے لوگ ہیں سچائی سے نہیں ملتے Woh Sab Se Milte Hoe Hum Se Milne Aata HaiHum Iss Tarah Kisi Harjaai Se Nahi Milte وہ سب سے ملتے ہوئے ہم سے ملنے آتا ہے
ہم اس طرح کسی ہرجائی سے نہیں ملتے Purane Zakham Hain Kafi Shumar Karne KoSo Ab Kisi Bhi Shanasaai Se Nahi Milte پُرانے زخم ہیں کافی ، شمار کرنے کو
سو، اب کِسی بھی شناسائی سے نہیں ملتے Hain Saath Saath Magar Farq Hai Mizajon KaMere Qadam Meri Parchaai Se Nahi Milte ہیں ساتھ ساتھ مگر فرق ہے مزاجوں کا
مرے قدم مری پرچھائی سے نہیں ملتے Muhabbaton Ka Sabaq De Rahe Hain Dunya KoJo Eid Apne Sagay Bhai Se Nahi Milte محبتوں کا سبق دے رہے ہیں دُنیا کوجو عید اپنے سگے بھائی سے نہیں ملتے Hua Tou Kuch Bhi Nahi – Sad Urdu PoetryTum Aaye Ho Na Shab-e-Intezar Guzri Hai by Faiz Ahmad FaizKoi Umeed Bar Nahi Aati – کوئی امّید بر نہیں آتی – Mirza Ghalib100+ 2 Line Heart Broken Sad Poetry in Urdu | Sad Poetry in Urdu