Table of Contents
Mein Ne Aghaz Se Anjam-E-Safar Jana Hai
Ahmad Faraz Poetry
Mein Ne Aghaz Se Anjam-E-Safar Jana HaiSab Ko Do Chaar Qadam Chal Ke Theher Jana Hai میں نے آغاز سے انجامِ سفر جانا ہےسب کو دو چار قدم چل کے ٹھہر جانا ہے Gham Wo Sehra-E-Tamana Ke Bagole Ki TarhaJis Ko Manzil Na Mili Us Ko Bikhar Jana Hai غم وہ صحرائے تمنّا کہ بگولے کی طرحجس کو منزل نہ ملی اس کو بکھر جانا ہے Teri Nazron Mein Mere Dard Ki Qeemat Kia ThiMere Daman Ne To Aanso Ko Guhor Jana Hai تیری نظروں میں میرے درد کی قیمت کیا تھیمیرے دامن نے تو آنسو کو گہر جانا ہے Ab Ke Bichre To Na Pehchan Sakain Gay ChehreMeri Chahat Tere Pinda Ko Mar Jana Hai اب کے بچھڑے تو نہ پہچان سکیں گے چہرےمیری چاہت، ترے پندار کو مر جانا ہے Jane Wale Ko Na Roko Ke Bharam Reh JayeTum Pukaro Bhi To Kab Us Ko Thehr Jana Hai جانے والے کو نہ روکو کہ بھرم رہ جائےتم پکارو بھی تو کب اُس کو ٹھہر جانا ہے Tez Soraj Mein Chale Aate Hain Meri JanibDoston Ne Mujhe Sehra Ka Shajar Jana Hai تیز سُورج میں چلے آتے ہیں میری جانبدوستوں نے مجھے صحرا کا شجر جانا ہے Apni Afsurda Mizaji Ka Bura Ho Ke FarazWaqiya Koi Bhi Ho Aankh Ko Bhar Jana Hai اپنی افسردہ مزاجی کا بُرا ہو کہ فرازؔواقعہ کوئی بھی ہو آنکھ کو بھر جانا ہے Bandh Lein Hath Pe Senay Pe Saja Lein Tumko – Wasi ShahBaat Phoolon Ki Suna Karte They – Urdu Ghazal PoetryTujhe Kho Kar Bhi Tujhe Paaun – Ahmed Nadeem QasmiAb Tak Shikayatein Hain Dil-e-Bad Naseeb Se – Shakeel Badayuni
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO