Table of Contents
Mata-e-Bebaha Hai Dard-o-Soz-e-Arzumandi
Bal-e-Jibril
Mata-e-Bebaha Hai Dard-o-Soz-e-Arzumandi Maqam-e-Bandagi De Kar Na Lo Shan-e-Khudawandi متاع بے بہا ہے درد و سوز آرزو مندی
مقام بندگی دے کر نہ لوں شان خداوندی Tere Aazad Bandon Ki Na Yeh Duniya Na Wo Duniya Yahan Marne Ki Pabandi Wahan Jine Ki Pabandi ترے آزاد بندوں کی نہ يہ دنيا ، نہ وہ دنيا
يہاں مرنے کی پابندی ، وہاں جينے کی پابندی Hijab Iksir Hai Aawara-e-Ku-e-Mohabbat Ko Meri Aatish Ko Bhadkati Hai Teri Der-Paiwandi حجاب اکسير ہے آوارہ کوئے محبت کو
ميری آتش کو بھڑکاتی ہے تيری دير پيوندی Guzar-Auqat Kar Leta Hai Ye Koho Bayaban Mein Ki Shahin Ke Liye Zillat Hai Kar-e-Ashiyan-Bandi گزر اوقات کر ليتا ہے يہ کوہ و بياباں ميں
کہ شاہيں کے ليے ذلت ہے کار آشياں بندی Ye Faizan-e-Nazar Tha Ya Ke Maktab Ki Karamat Thi Sikhae Kis Ne Ismail Ko Aadab-e-Farzandi يہ فيضان نظر تھا يا کہ مکتب کی کرامت تھی
سکھائے کس نے اسمعيل کو آداب فرزندی Ziyarat-Gah-e-Ahle-Azm-o-Himmat Hai Lahad Meri Ke Khak-e-Rah Ko Main Ne Bataya Raaz-e-Alwandi زيارت گاہ اہل عزم و ہمت ہے لحد ميری
کہ خاک راہ کو ميں نے بتايا راز الوندی Meri Mashshatgi Ki Kya Zarurat Husn-e-Mani Ko Ki Fitrat Khud-ba-Khud Karti Hai Lale Ki Hina-bandi مری مشاطگی کی کيا ضرورت حسن معنی کو
کہ فطرت خود بخود کرتی ہے لالے کی حنا بندی Tujhe Yaad Kya Nahin Hai Mere Dil Ka Woh Zamana – IqbalMusalman Ke Lahoo Mein Hai, Saliqa Dil Nawazi Ka – Allama IqbalKhudi Woh Behar Hai Jis Ka Koi Kinara Nahin – Allama IqbalAnokhi Waza Hai, Sare Zamane Se Nirale Hain – Allama Iqbal
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO