
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Marhale Shoq Ke Dushwar Howa Karte Hain
Mohsin Naqvi Poetry
Marhale Shoq Ke Dushwar Howa Karte Hain
Saaye Bhi Raah ki Deewaar Howa Karte Hain
ﻣﺮﺣﻠﮯ ﺷﻮﻕ ﮐﮯ ﺩُﺷﻮﺍﺭ ﮨُﻮﺍ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ
ﺳﺎﺋﮯ ﺑﮭﯽ ﺭﺍﮦ ﮐﯽ ﺩﯾﻮﺍﺭ ﮨُﻮﺍ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ Wo Jo Sach Bolte Rehne Ki Kasam Khaate Hain
Wo Adalat Mein Gunaah-gaar Howa Karte Hain ﻭﮦ ﺟﻮ ﺳﭻ ﺑﻮﻟﺘﮯ ﺭﮨﻨﮯ ﮐﯽ ﻗﺴﻢ ﮐﮭﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟﻭﮦ ﻋﺪﺍﻟﺖ ﻣﯿﮟ ﮔُﻨﮩﮕﺎﺭ ﮨُﻮﺍ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ Sirf Haathon Ko Na Dekho Kabi Aakhen Bhi Parho
Kuch Sawaali Bare Khud-daar Howa Karte Hain ﺻﺮﻑ ﮨﺎﺗﮭﻮﮞ ﮐﻮ ﻧﮧ ﺩﯾﮑﮭﻮ ﮐﺒﮭﯽ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﭘﮍﮬﻮﮐﭽﮫ ﺳﻮﺍﻟﯽ ﺑﮍﮮ ﺧﻮﺩﺍﺭ ﮨُﻮﺍ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ
Wo Jo Pathar Yunhi Raste Mein Pare Rehte Hain
Un Ke Seene Mein Bhi Shaah-kaar Howa Karte Hain
ﻭﮦ ﺟﻮ ﭘﺘﮭﺮ ﯾﻮﻧﮩﯽ ﺭﺳﺘﮯ ﻣﯿﮟ ﭘﮍﮮ ﺭﮨﺘﮯ ﮨﯿﮟﺍُﻥ ﮐﮯ ﺳﯿﻨﮯ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﺷﮩﮑﺎﺭ ﮨُﻮﺍ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ Subaah Ki Pehli Kiran Jin Ko Rula Deti HaiWo Sitaaron Ke Azadaar Howa Kartay Hain ﺻﺒﺢ ﮐﯽ ﭘﮩﻠﯽ ﮐﺮﻥ ﺟﻦ ﮐﻮ ﺭُﻻ ﺩﯾﺘﯽ ﮨﮯﻭﮦ ﺳﺘﺎﺭﻭﮞ ﮐﮯ ﻋﺰﺍﺩﺍﺭ ﮨُﻮﺍ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ Jin Ki Aankhon Mein Sadaa Pyaar Ke Sehra ChamkainDar Haqiqat Wohi Fankaar Howa Kartay Hain ﺟﻦ ﮐﯽ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺳﺪﺍ ﭘﯿﺎﺱ ﮐﮯ ﺻﺤﺮﺍ ﭼﻤﮑﯿﮟﺩﺭ ﺣﻘﯿﻘﺖ ﻭﮨﯽ ﻓﻨﮑﺎﺭ ﮨُﻮﺍ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ Sharam Aati Hai Dushman Kisay Samjhain MohsinDushmani Ke Bhi Kuch Mayaar Howa Kartay Hain ﺷﺮﻡ ﺁﺗﯽ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺩُﺷﻤﻦ ﮐِﺴﮯ ﺳﻤﺠﮭﯿﮟ، ﻣﺤﺴﻦﺩُﺷﻤﻨﯽ ﮐﮯ ﺑﮭﯽ ﺗﻮ ﻣﻌﯿﺎﺭ ﮨُﻮﺍ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ Tooti Hai Meri Neend Magar Tum Ko Iss Se Kya – Parveen ShakirAbhi Zid Na Kar Dil-e-Be Khabar – Urdu PoetryTere Honton Ke Pholon Ki Chahat Main HumWo Kehti Hai Karo Wada – Love/Romantic Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO