Table of Contents
Maqrooz Ke Bigray Huye Halaat Ki Maanind
Mohsin Naqvi Poetry
Maqrooz Ke Bigray Huye Halaat Ki MaanindMajboor Ke Honton Pe Sawaalaat Ki Maanind مقروض کے بگڑے ہوئے حالات کی مانندمجبور کے ہونٹوں پہ سوالات کی مانند Dil Ka Teri Chaahat Mein Ajab Haal Hua HaiSailaab Se Barbaad Makaanaat Ki Maanind دل کا تیری چاہت میں عجب حال ہوا ہےسیلاب سے برباد مکانات کی مانند Mein Un Mein Bhatkay Howay Jugnu Ki Tarah HunUsss Shakhs Ki Aankhain Hain Kisi Raat Ki Maanind میں اُن میں بھٹکتے ہوئے جگنو کی طرح ہوںاُس شخص کی آنکھیں ہیں کسی رات کی مانند Dil Roz Sajaata Hun Mein Dulhan Ki TarahGham Roz Chalay Aatay Hain Baaraat Ki Maanind دل روز سجاتا ہوں میں دلہن کی طرح سےغم روز چلے آتے ہیں بارات کی مانند Ab Ye Bhi Nahi Yaad Ke Kya Naam Tha Us KaJis Shakhs Ko Maanga Tha Manaajaat Ki Maanind اب یہ بھی نہیں یاد کہ کیا نام تھا اُسکاجس شخص کو مانگا تھا مناجات کی مانند Kis Darja Muqaddas Hai Tere Qurb Ki KhwaahishMaasoom Se Bachay Ke Khayaalaat Ki Maanind کس درجہ مقدس ہے تیرے قرب کی خواہشمعصوم سے بچے کے خیالات کی مانند Uss Shakhs Se Mera Milna Mumkin Hi NahiMein Pyaas Ka Sehra Hun Wo Barsaat Ki Maanind اس شخص سے ملنا محسن میرا ممکن ہی نہیں ہےمیں پیاس کا صحرا ہوں وہ برسات کی مانند Din Guzar Jain Gay Sarkar Koi Baat NahiTujh Se Gilay Karoon Tujhe Janaan Manaaon Main – Jaun Elia
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO