
Table of Contents
Malal Hai Magar Itna Malal Thori Hai
Parveen Shakir Poetry
Malal Hai Magar Itna Malal Thori HaiYe Aankh Rone Ki Shiddat Se Laal Thori Hai ملال ہے مگر اتنا ملال تھوڑی ہے
یہ آنکھ رونے کی شدت سے لال تھوڑی ہے Bus Apne Wastey Hi Fikar-Mand Hain Sab LogYahan Kisi Ko Kisi Ka Khayal Thorhi Hai بس اپنے واسطے ہی فکر مند ہیں سب لوگیہاں کسی کو کسی کا خیال تھوڑی ہے Paron Ko Kaat Dia Hai Urhan Se PehleYe Khof-E-Hijr Hai, Shoq-E-Wisal Thori Hai پروں کو کاٹ دیا ہے اُڑان سے پہلےیہ خوف ِہجر ہے ، شوقِ وصال تھوڑی ہے Maza To Jab Hai K Har Ke Bhi Hanstay RahoHamaisha Jeet Hi Jana Kamal Thorhi Hai مزا تو جب ہے کہ تم جان بوجھ کر ہاروہمیشہ جیت ہی جانا کمال تھوڑی ہے Lagani Parhti Hai Dubki Ubharney Se PehleGharoob Honey Ka Matlab Zawal Thorhi Hai لگانی پڑتی ہے ڈبکی اُبھرنے سے پہلےغروب ہونے کا مطلب زوال تھوڑی ہے Read More:Aisa Banna Sawarna Mubarak Tumhein – NFAK LYRICSSata Sata Ke Hamein Ashkbar Karti Hai – Urdu Sad ShayariTum Itna Jo Muskura Rahe Ho – Jagjit Singh Ghazal LyricsSoz e gham De Ke Mujhe Uss Ne Ye Irshad Kiya – Urdu Shayari SUBSCRIBE OUR YOUTUBE CHANNEL!