
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Main Ne Jab Likhna Seekha Tha – Nasir Kazmi
Main ne jab likhna seekha thaPehle tera naam likha tha میں نے جب لکھنا سیکھا تھاپہلے تیرا نام لکھا تھا Main wo ism-e-azeem hoon jis koJin-o-malik ne sajda kya tha میں وہ صبرِ صمیم ہوں جس نےبارِ امانت سر پہ لیا تھا Main wo sabr-e-sameem hoon jis neBaar-e-amaanat sar pe lya tha میں وہ اسمِ عظیم ہوں جس کوجن و ملک نے سجدہ کیا تھا Jo paaya hai wo tera haiJo khoya wo bhi tera tha جو پایا ہے وہ تیرا ہےجو کھویا وہ بھی تیرا تھا Tujh bin saari umar guzaariLog kahain gay tu mera tha تجھ بن ساری عمر گزاریلوگ کہیں گے تو میرا تھ Tu ne kyun mera haath na pakraMain jab rastay se bhatka tha تو نے کیوں مرا ہاتھ نہ پکڑامیں جب رستے سے بھٹکا تھا Pehli baarish bhejnay waleMain teray darshan ka pyaasa tha پہلی بارش بھیجنے والےمیں ترے درشن کا پیاسا تھا Naqsh Ki Tarah Ubharna Bhi Tumhi Se Sikha – Urdu PoetryDil Bhi Bujha Ho Shaam Ki Parchaiyaan Bhi Hun – Ahmad FarazTere Gale Mein Jo Bahon Ko Daal Rakhte Hain – Wasi ShahKaise Woh Lot Aaye Keh Fursat Usse Nahi
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO