
Table of Contents
Main Hoon Mushtaq-e-Jafa, Muje Pe Jafa Aur Sahi
Mirza Ghalib Ghazal
Main hoon mushtaq-e-jafa, mujh pe jafa aur sahiTum ho bedaad se khush is se siwa aur sahi میں ہوں مشتاقِ جفا، مجھ پہ جفا اور سہی
تم ہو بیداد سے خوش، اس سے سوا اور سہی Ghair ki marg ka gham kis liey a ghairat-e mahHain hawis peisha bohat wo na hua aur sahi غیر کی مرگ کا غم کس لئے، اے غیرتِ ماہ
ہیں ہوس پیشہ بہت، وہ نہ ہُوا، اور سہی Tum ho but phir tumhein pindar-e khudai kyun haTum khudawand hi kehlao Khuda aur sahi تم ہو بت، پھر تمہیں پندارِ خُدائی کیوں ہے
تم خداوند ہی کہلاؤ، خدا اور سہی Husn main hoor se barh kar nahin hony k kabhiAp ka shewa o andaz o ada aur sahi حُسن میں حُور سے بڑھ کر نہیں ہونے کی کبھی
آپ کا شیوہ و انداز و ادا اور سہی Tere koochy ka ha ma’il dil-e muztir meraKa’ba ik aur sahi qibla numa aur sahi تیرے کوچے کا ہے مائل دلِ مضطر میرا
کعبہ اک اور سہی، قبلہ نما اور سہی Koi dunya main magr baagh nahin ha wa’izKhuld bhi bagh ha khair aab o hawa aur sahi کوئی دنیا میں مگر باغ نہیں ہے، واعظ!
خلد بھی باغ ہے، خیر آب و ہوا اور سہی Kyun na firdos main dozakh ko mila len ya RABSair k wastay thori si fiza aur sahi کیوں نہ فردوس میں دوزخ کو ملا لیں، یا رب
سیر کے واسطے تھوڑی سی فضا اور سہی Mujh ko wo do k jisy kha k na pani mangonZehar kuch aur sahi aab-e baqa aur sahi مجھ کو وہ دو۔ کہ جسے کھا کے نہ پانی مانگوں
زہر کچھ اور سہی، آبِ بقا اور سہی mujhse ‘Ghalib’ yeh Alaai ne ghazal likhwai
ek bedaad gar-e-ranj-e-faza aur sahi مجھ سے غالب یہ علائی نے غزل لکھوائی
ایک بیداد گرِ رنج فزا اور سہی Dard Se Mere Hai Tujhko Beqaraari Haaye Haaye – Ghalib PoetryUdaasi Aasman Hai Dil Mera Kitna Akela Hai – Bashir Badr GhazalKabhi To Sham Dhale Apne Ghar Gaye – Bashir Badr Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO