Table of Contents
Main dhoondta hoon jise woh jahaan nahin milta
nayi zameen naya aasmaan nahin milta
میں ڈھونڈتا ہوں جسے وہ جہاں نہیں ملتا
نئی زمیں نیا آسماں نہیں ملتا
Nayi zameen naya aasmaan mil bhi jaaye
naye bashar ka kahin kuchh nishaan nahin milta
نئی زمیں، نیا آسماں بھی مل جائے
نئے بشر کا کہیں کچھ نشاں نہیں ملتا
Woh tegh mil gayi jis se hua hai qatl mera
kisi ke haath ka uss par nishaan nahin milta
وہ تیغ مل بھی گئی جس سے ہوا ہے قتل مرا
کسی کے ہاتھ کا اس پر نشاں نہیں ملتا
Woh mera gaaon hai woh mere gaaon ke chulhe
ki jin mein sholay toh sholay dhuaan nahin milta
کھڑا ہوں کب سے میں چہروں کے ایک جنگل میں
تمہارے چہرے کا کچھ بھی یہاں نہیں ملتا
Dekh Tou Dil Ke Jaan Se Uthta Hai – Mir Taqi Mir Poetry
Ulti Ho Gain Sab Tadbiren Kuch Na Dawa Ne Kaam Kiya
Waqt Ki Umar Kya Badi Hogi – Saghar Siddiqui Poetry
Gham-E-Ashiqi Se Keh Do Rah-E-Aam Tak Na Pohunche
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO