Table of Contents
Likh Diya Apne Dar Pe Kisi Ne, Is Jagah Pyar Karna…
Nusrat Fateh Ali Khan Lyrics
Likh Diya Apne Dar Pe Kisi Ne, Is Jagah Pyar Karna Mana Hai
Pyar Agar Ho Bhi Jaye Kisi Ko, Iska Izhar Karna Mana Hai
لکھ دیا اپنے در پہ کسی نے اس جگہ پیار کرنا منع ہے
Unki Mahfil Mein Jab Koi Jaaye, Pehle Nazrein Woh Apni Jhukaye
Wo Sanam Jo Khuda Ban Gaye Hein, Unka Deedaar Karna Mana Hai
ان کی محفل میں جب کوئی جائے ، پہلے نظریں وہ اپنی جھکائے
Jaag Uthein Gay To Aahein Bharein Gay, Husn Walon Ko Ruswaa Karein Gay
So Gaye Hain Jo Furqat Ke Maare, Unko Bedaar Karna Mana Hai
جاگ اٹھیں گے تو آہیں بھریں گے ، حسن والوں کو رسوا کریں گے
Hum Nai Ki Arz Ay Banda Parwar, Kiyon Sitam Dhal Rahay Ho Yeh Hum Per
Baat Sun Kar Hamari Woh Bole, Hum Say Taqraar Karna Mana Hai
ہم نے کی عرض اے بندہ پرور ، کیوں ستم ڈھا رہے ہو یہ ہم پر
Saamnay Jo Khula Hai Jharoka, Kha Na Jana Qateel Kahin Unka Dhoka
Ub Bhi Apnay Liyeh Us Gali Mein, Shouq-e-Deedaar Karna Mana Hai
سامنے جو کھلا ہے جھروکا ، کھا نہ جانا کبھی ان کا دھوکہ