Table of Contents
Life Changing Urdu Thoughts
Inspirational Urdu Thoughts/Quotes
Dilon ka sukoon paane ke liye dilon ko sukoon
dena parta hai. jab tak doosron ke dil aapki wajah se
badsukoon rahain, apko bhi sukoon nahi milta
jis muashre mein sab chalta hai
woh muashra mushkil se chalte hai
ache insaan ki aik nishani yeh bhi hoti hai keh
wo un logon ki izzat kart ahai jin se usse
kisi qisam ke faide ya mufaad ki tawaqo nahi hoti
do cheezain apne adnar paisa karlo:
cho rehna or maaf karna
chup rehne se bara koi jawab nahi
maaf karne se bara koi intiqam nahi
Qadar or waqt bhi kamal hote hain
kiski qadar karo wo waqt nahi deta
or kisko waqt do woh qadr nahi karta
wo jagah chorr do____
jahan tumhare ehsas or tumhare alfaz ki qadar na ho
chahhe wo kisi ka ghar ho ya kisi ka dil
kisi mushkil mein kisi buzdil se koi mashwara mat karna
kiun keh woh tumhari bachi hui himmat ko bhi khatam kr dega
andar se toota hu ainsaan bahir ke logon
ke bhi kisi kaam ka nahi
dena shuru kar dain,
aana khud hi shuru ho jayega.
izzat bhi or rizq bhi
Baaz auqat apko bewaqoof ban’na part ahai
un bewaqoofon ko bewaqoof banae keliye jo samajhte hain
woh apko bewaqoof bana rahe hain
dukh tab hota hai jab hamari niyat saaf ho
or agla hum ko ghalt samjhe
umar ka taluq ‘salon’ se nahi hota
baaz auqaat insaan aein jawani mein
sadion purana ho jata hai
kabhi kabhi hum thak jaate hain yeh sabit karte karte keh
behsakhamara tareeqa ghalt tha, par irada nahi
maafi wohi de sakta hia jo andar se mazboo tho
khokhle insaan sirf badle ki aag mein jalte rehte hain
baaz log kehte hain keh mien ghalt baat bilkul bardasht nahi karta
dar haqeeqat ghalt baat hi tou bardasht karne wali hoti hai
achi baat ko tou bardasht karne ki zaroorat hi nahi hoti
SHEIKH SAADI QUOTES | Islamic Quotes