Table of Contents
Lazim Hai Apne Aap Ki Imdad Kuchh Karun
Jaun Elia Poetry
lazim hai apne aap ki imdad kuchh karun
sine mein wo khala hai ki ijad kuchh karun
لازم ہے اپنے آپ کی امداد کچھ کروں
سینے میں وہ خلا ہے کہ ایجاد کچھ کروں
har lamha apne aap mein pata hun kuchh kami
har lamha apne aap mein izad kuchh karun
ہر لمحہ اپنے آپ میں پاتا ہوں کچھ کمی
ہر لمحہ اپنے آپ میں ایزاد کچھ کروں
rukar se to apni main lagta hun paedar
buniyaad rah gai pa-e-buniyaad kuchh karun
ہر لمحہ اپنے آپ میں پاتا ہوں کچھ کمی
ہر لمحہ اپنے آپ میں ایزاد کچھ کروں
tari hua hai lamha-e-maujud is tarah
kuchh bhi na yaad aae agar yaad kuchh karun
ہر لمحہ اپنے آپ میں پاتا ہوں کچھ کمی
ہر لمحہ اپنے آپ میں ایزاد کچھ کروں
mausam ka mujh se koi taqaza hai dam-ba-dam
be-silsila nahin nafas-e-baad kuchh karun
ہر لمحہ اپنے آپ میں پاتا ہوں کچھ کمی
ہر لمحہ اپنے آپ میں ایزاد کچھ کروں Husn Jab Meharbaan Ho To Kyaa Kiijiye – Khumar BarabankviAisaa Nahin Ki Un Se Mohabbat Nahin Rahi – Khumar BarabankviMein Ye Kis Ke Naam Likhon Jo Alam Guzar Rahe Hain
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO