
Laboun Pay Harf Na Koi Sawal Rakhta Tha,
Laboun Pay Harf Na Koi Sawal Rakhta Tha,
Kabhi Main Zabt Mein Itna Kamal Rakhta Tha,
Khabar Kaha Thi Mujhay Hi Woh Bhool Jaye Ga,
Ik Ik Cheez Jo Meri Sambhaal Rakhta Tha,
Bichadtay Waqt Bazahir To Kuch Na Bola Tha,
Magar Nigah Me So So Sawal Rakhta Tha,
Woh Muskura K Bohat Dair Chup Raha,
Jesay Hansi Ki Aar Mein Malaal Rakhta Tha,
Suna Hai Ab Log Usay Bohat Satatay Hain,
Jis Aik Shakhs Ka Main Bohat Khayal Rakhta Tha. Visit Here
لبوں پے حرف نہ کوئی سوال رکھتا تھا
کبھی میں ضبط میں اتنا کمال رکھتا تھا
خبر کیا تھی مجھے ہی وہ بھول جائے گا
اک اک چیزجو میری سنبھال رکھتا تھا
بچھڑتے وقت بظاہر تو کچھ نہ بولا تھا
مگر نگاہ میں سو سو سوال رکھتا تھا
سنا ہے لوگ اسے بھی بہت ستاتے ہیں
جس اک شخص کا میں اتنا خیال رکھتا تھا
Jo Chal Sako To Koi Aisi Chaal Chal Jaana – Ahmad Faraz
Tum Ko Wehshat To Sikha Di Hai, Guzare Laiq – Urdu Poetry
Bohat Asan Hai Kehna Mohabat Hum Bhi Karte Hain – Urdu Poetry
Kaha Tha Kis Ney Ke Ehd e Wafa Karo Us Se – Ahmad Faraz Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO