Kyun Kisi Aur Ko Dukh Dard Sunao Apne
kyun kisi aur ko dukh dard sunaoun apnay
apni aankhon say bhi mein zakhm chhupaao apnay
کیوں کسی اور کو دکھ درد سناؤں اپنے
اپنی آنکھوں سے بھی میں زخم چھپاؤں اپنے mein tou qaim hon tere gham ki badolat warna
yun bikhar jaoon k khud hath nah aon apnay میں تو قائم ہوں تیرے غم کی بدولت ورنہیوں بکھر جاؤں کہ خود ہاتھ نہ آؤں اپنے sher logon kay bohat yaad hain ouron kay liye
tou milay tou mein tujhay sher sunaoun apnay شعر لوگوں کے بہت یاد ہیں اوروں کے لئےتوں ملے تو میں تجھے شعر سناؤں اپنے sochta hon k bujha duun mein yeh kamray ka diya
apnay sayay ko bhi kiyon sath jagaon apnay سوچتا ہوں کہ بجھا دوں میں یہ کمرے کا دیااپنے سائے کو بھی کیوں ساتھ جگاؤں اپنے
is ki talwar ne woh chaal chali hai aisi
paon katete hain agar hath bachaoo apna
اس کی تلوار نے وہ چال چلی ہے اب کہ
پاؤں کٹتے ہیں اگر ہاتھ بچاؤں اپنے Ab Tak Shikayatein Hain Dil-e-Bad Naseeb Se – Shakeel BadayuniAawargi Mein Mohisn Is ko Bhi Hunar Jana – Mohsin NaqviUdaas Logon Se Pyar Karna Koi To Seekhe – Urdu Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO