Table of Contents
Kya Zamana Tha Keh Har Roz Mila Karte They
Nasir Kazmi Poetry
Kya zamana tha keh hum har roz mila karte theyRaat bhar chaand ke humraah phira karte they کیا زمانہ تھا کہ ہم روز ملا کرتے تھےرات بھر چاند کے ہم راہ پھرا کرتے تھے Jahan tanhaayiyan sar phorr ke so jati hainUn makaanon main ajab log raha karte they جہاں تنہائیاں سر پھوڑ کے سو جاتی ہیںان مکانوں میں عجب لوگ رہا کرتے تھے Kar diya aaj zamaane ne unhe bhi majboorKabhi yeh log mere dukh ki dawaa karte they کر دیا آج زمانے نے انہیں بھی مجبورکبھی یہ لوگ مرے دکھ کی دوا کرتے تھے Dekh kar jo humen chup chaap guzar jaata haiKabhi uss shakss ko hum pyaar kiya karte they دیکھ کر جو ہمیں چپ چاپ گزر جاتا ہےکبھی اس شخص کو ہم پیار کیا کرتے تھے Itefaqaat-e-zamana bhi ajab hain nasirAaj woh dekh rahe hain jo suna karte they اتفاقات زمانہ بھی عجب ہیں ناصرآج وہ دیکھ رہے ہیں جو سنا کرتے تھے Jab Agle Saal Yehi Waqt Aa raha Hoga – Jagjit Singh LyricsAap Ko Dekh Kar Dekhta Reh Gaya – Jagjit Singh LyricsHumne Kaati Hain Teri Yaad Mein Raatein Aksar – PoetryAate Aate Mera Naam Sa Reh Gaya – Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO