
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taqi Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha. Ghazal, Sad Ghazal, Heart Touching Poetry
Kuch Visaal Akhir Tak Motabar Nahi Hote
kuch visaal akhir tak motabar nahi hotesath chalnay walay bhi hamsafar nahi hote کچھ وصال آخر تک ، معتبر نہیں ہوتے.ساتھ چلنے والے بھی ، ھمسفر نہیں ہوتے tu hamari qurbat se kitna hi gurezaan hohum tere thikanay se be khabar nahi hote تو ہماری قربت سے کتنا ھی گریزاں ہو.ہم تیرے ٹھکانے سے بے خبر نہیں ہوتے kuch kahay bina aksar bolti hai khamoshiguftago ky sb lamhay hurf gar nahi hote کچھ کہے بنا اکثر ، بولتی ہیں آنکھیں بھی.گفتگو کے سب لمحے، حرف گر نہیں ہوتے kitna khof hota hai shaam ke andheray meinpoch un parindon se jin ky ghar nahi hote کتنا خوف ہوتا ھے ، شام کے اندھیرے میں.پوچھ ان پرندوں سے ، جن کے گھر نہیں ہوتے umr bhr nhi milta wapsi ka darwazaaagahi ky zindan mein baam o dar nahi hote عمر بھر نہیں ملتا ، واپسی کا دروازہ.آگہی کے زنداں میں ، بام و در نہیں ہوتے Agar Kabhi Meri Yaad Aaye – Amjad Islam AmjadWoh Apne Ishq Mein Kaisa Kamal Rakhta Hai – PoetryJo Dil Mein, Ankhon Ke Hawalay Nahi Karna – Ghazal
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO