Urdu Shayari Kuch Maine Kahi Hai Na Abhi Usne Suni Hai – Arzoo Lakhnavi urdunama June 29, 2021 Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha Table of Contents ToggleKuch Maine Kahi Hai Na Abhi Usne Suni HaiUrdu Shayari by Arzoo Lakhnavi Kuch Maine Kahi Hai Na Abhi Usne Suni HaiUrdu Shayari by Arzoo Lakhnavi kuch maine kahi hai na abhi us ne suni haichitwan hai ki talwar liye sar pe khadi hai کچھ میں نے کہی ہے نہ ابھی اس نے سنی ہےچتون ہے کہ تلوار لئے سر پہ کھڑی ہے aane ko hai koi jo lalak phir se hui haiDube hue suraj ki kiran phuT rahi hai آنے کو ہے کوئی جو للک پھر سے ہوئی ہےڈوبے ہوئے سورج کی کرن پھوٹ رہی ہے hai pighli hui aag ki jalte huye aansooluka wahin uTha hai jahan bund pari hai ہے پگھلی ہوئی آگ کہ جلتے ہوئے آنسولوکا وہیں اٹھا ہے جہاں بوند پڑی ہے jab sukh nahin jine mein to ek rog hai jeenasans aai hai jab choT kaleje mein lagi hai جب سکھ نہیں جینے میں تو اک روگ ہے جیناسانس آئی ہے جب چوٹ کلیجے میں لگی ہے kal kya kahein dekhein wo badalti hui chitwansau aasare TuTe hain to ek aas bandhi hai کل کیا کہیں دیکھیں وہ بدلتی ہوئی چتونسو آسرے ٹوٹے ہیں تو اک آس بندھی ہے main kuch na kahun aur wo jo chahe kahe jaeinab roki hui sans gala ghunT rahi hai میں کچھ نہ کہوں اور وہ جو چاہے کہے جائیںاب روکی ہوئی سانس گلا گھونٹ رہی ہے kahne ko to aati hai unhen han bhi nahini bhiho jis pe bharosa na wahi hai na yahi hai کہنے کو تو آتی ہے انہیں ہاں بھی نہیں بھیہو جس پہ بھروسہ نہ وہی ہے نہ یہی ہے ubhre hue chhaale hain hai roka hua aansoobas bujh chuki ye aag keh pani se lagi hai ابھرے ہوے چھالے ہیں ہے روکا ہوا آنسوبس بجھ چکی یہ آگ کہ پانی سے لگی ہے Mere Hi Lahu Par Guzar Auqat Karo Ho – Kaleem Aajiz PoetryKuch Aise Zakham Bhi Dar E Parda Hum Ne Khaye HainHumne Hi Lautne Ka Irada Nahi Kiya – Parveen Shakir GhazalUdaasi Aasman Hai Dil Mera Kitna Akela Hai – Bashir Badr Ghazal FOLLOW US:Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6ePinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAmYoutube: Https://Bit.Ly/35blMZO Continue Reading Previous: Mere Hi Lahu Par Guzar Auqat Karo Ho – Kaleem Aajiz PoetryNext: Angrai Bhi Wo Lene Na Paye Utha Ke Hath – Urdu Ghazal Related Stories Urdu Shayari Haq Meri Mohabbat Ka Ada Kyun Nahi Karte – Urdunama.net urdunama January 6, 2022 Urdu Shayari Mohabbat Ke Safar Mein Koi Bhi Rasta Nahi Deta – Urdu Poetry urdunama January 4, 2022 Urdu Shayari Hijir K Mosam Mai Ye Barish Ka Barasna Kaisa – Urdu Shayari urdunama December 21, 2021