Kuch Adhuri Khawahishon Ka Silsila Hai Zindagi
Kuch Adhuri Khawahishon Ka Silsila Hai ZindagiManzilon Se Aik Musalsal Faasala Hai Zindagi Mere Darwaze Pe Dastak De Ke Chup Jane Ka KhelKab Talak Khelegi Ye Kya Bachpana Hai Zindagi Tere Afsaane To Me Sunta Raha Hun Bar-haaNaam Kya Tu Ne Kabhi Mera Suna Hai Zindagi Barbaad Hum Ko Hona Tha Barbad Hum HueDuniya Hai Saari Naik Salakhon Si Zindagi Qaatil The Jitne Mere Sabhi Ho Gaye BareeAur Chup Khari Thi Chashmdeed Gawahon Si Zindagi
کچھ ادھوری خواہشوں کا سلسلہ ہے زندگی
منزلوں سے ایک مسلسل فاصلہ ہے زندگی
میرے دروازے پہ دستک دے کے چھپ جانے کا کھیل
کب تلک کھیلے گے کیا بچپنا ہے زندگی
تیرے افسانے تو میں سنتا رہا ہوں بار ہاں
نام کیا تونے کبھی میرا سنا ہے زندگی
زندہ ہوں دوستوں کی دعاؤں کے باوجود
روشن ہے کتنی تیز ہواؤں اس زندگی
اپنی تمام شوخ اداؤں کے باوجود
بہلا سکی نا جی میرا ایک پل بھی زندگی
Hum Ko Maloom Hai Anjam Humara Murshad – Urdu PoetryGhar Se Nikal Kar Apne Tere Aastan Tak – Urdu Ghazal PoetryIk Roz Koi To Sochey Ga Farzanon Ki Iss Basti MeinJeenay Ke Haq Mein Aakhri Taweel Di Gai – Urdu Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO