
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Koi Itna Pyara Kaise Ho Sakta Hai
Love Poetry in Urdu
Koi itna pyara kaise ho sakta hai
Phir sare ka sara kaise ho sakta hai
کوئی اتنا پیارا کیسے ہو سکتا ہے
پھر سارے کا سارا کیسے ہو سکتا ہے
Tujh se jab mil kar bhi udasi kam nahi hoti
Tere baghair guzara kaise ho sakta hai
تُجھ سے جب مل کر بھی اُداسی کم نہیں ہوتی
تیرے بغیر گزارا کیسے ہو سکتا ہے
Kaise kisi ki yaad hamein zinda rakhti hai
Ek khayal sahara kaise ho sakta hai
کیسے کسی کی یاد ہمیں زندہ رکھتی ہے
ایک خیال سہارا کیسے ہو سکتا ہے Kaun zamane bhar ki thokaren kha kar khush hai
Dard kisi ko payara kaise ho sakta hai کون زمانے بھر کی ٹھوکریں کھا کر خوش ہےدرد کسی کو پیارا کیسے ہو سکتا ہے Hum bhi kaise ek hi shakhs ke ho kar rah jaen
Wo bhi sirf hamara kaise ho sakta hai ہم بھی کیسے ایک ہی شخص کے ہو کےرہ جائیںوہ بھی صرف ہمارا کیسے ہو سکتا ہے kaise ho sakta hai jo kuchh bhi main chahun
bol na mere yara kaise ho sakta hai کیسے ہو سکتا ہے جو کُچھ بھی میں چاہوںبول نہ میرے یارا !کیسے ہو سکتا ہے Ye Chubhan Akelepan Ki, Ye Lagan Udas Shab Se – PoetryTujh Se Gilay Karoon Tujhe Janaan Manaaon Main – Jaun EliaSaanp Hee Saanp Nazar Aatay Hain Khwaabon Mein MujheSadma To Hai Mujhe Bhi Keh Tujhse Juda Hun Main
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO