Table of Contents
Koi Halat Nahi Ye Halat Hai
Sad Urdu Poetry by Jaun Elia
Koi halat nahi ye halat haiYeh to ashob-naak suurat hai کوئی حالت نہیں یہ حالت ہےیہ تو آشوب ناک صورت ہے Anjumann main yeh meri khamoshiBurd-baari nahin hai, wehshat hai انجمن میں یہ میری خاموشیبُردباری نہیں ہے وحشت ہے Tujh se yeh gaah-gaah ka shikwaJab talak hai bassaa ghaneemat hai تجھ سے یہ گاہ گاہ کا شکوہجب تلک ہے بسا غنیمت ہے Garm-joshi aur is qadar ke kya baatKya tumhen mujh se kuch shikayat hai گرم جوشی اور اس قدر، کیا باتکیا تمہیں مجھ سے کچھ شکایت ہے Hum nedekha to hum ne yeh dekhaJo nahin hai woh khuubsurat hai ہم نے دیکھا تو ہم نے یہ دیکھاجو نہیں ہے وہ خوبصورت ہے Khawhishen dil ka sath chorr gayinYeh aziyat bari aziyat hai خواہشیں دل کا ساتھ چھوڑ گئیںیہ اذیت بڑی اذیت ہے Log masroof jante hain mujheYaan mera gham hi meri fursat hai لوگ مصروف جانتے ہیں مجھےیاں میرا غم ہی میری فُرصت ہے Aaj ka din bhi aish se guzraSar se paa tak badan salamat hai ج کا دن بھی عیش سے گزراسر سے پا تک بدن سلامت ہے Tujh Se Gilay Karoon Tujhe Janaan Manaaon Main – Jaun EliaNaye Kapre Badal Kar Jaon Kahan – Lyrics – Nasir KazmiWarasta Us Se Hain Ki Mohabbat Hi Kyun Na Ho – Ghalib
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO