
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Kitna Duswar Hai Jazbon ki Tijarat Karna
kitna duswar hai jazbon ki tijarat karnaek hi shakhs se do bar mohabbat karna کتنا دشوار ہے جذبوں کی تجارت کرناایک ہی شخص سے دو بار محبت کرنا jis ko tum chaho koi aur na chahe us kois ko kehte hain mohabbat mein siyasat karna جس کو تم چاہو کوئی اور نہ چاہے اس کواس کو کہتے ہیں محبت میں سیاست کرنا surmai aankh haseen jism gulabi chehrais ko kehte hain kitabat pe kitabat karna سرمئی آنکھ حسیں جسم گلابی چہرااس کو کہتے ہیں کتابت پہ کتابت کرنا dil ki takhti pe bhi ayat likhi rehti hainwaqt mil jaye tou un ki bhi tilawat karna دل کی تختی پہ بھی آیات لکھی رہتی ہیںوقت مل جائے تو ان کی بھی تلاوت کرنا dekh lena bari taskin milegi tum koKhud se ek roz kabhi apni shikayat karna دیکھ لینا بڑی تسکین ملے گی تم کوخود سے اک روز کبھی اپنی شکایت کرنا jis mein kuchh qabrein hon kuch chehre hon kuch yaadein honkitna dushwar hai us shehar se hijrat karna جس میں کچھ قبریں ہوں کچھ چہرے ہوں کچھ یادیں ہوںکتنا دشوار ہے اس شہر سے ہجرت کرنا Poet: Liaqat Jafri Tere Aane Ki Jab Khabar Mehke – Jagjit Singh LyricsJab Bhi Aati Hai Teri Yaad Kabhi Shaam Ke BaadJab Aankh Mein Kuch Khaak Si Urhti Nazar AayiGhar Jab Bana Liya Hai Tere Dar Par Kahe Baghair – Ghalib
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO