Love Poetry Urdu Poetry Kisi Sabab Se Agar Bolta Nahi Hoon Main – Iftikhar Mughal urdunama July 7, 2021 Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha Kisi Sabab Se Agar Bolta Nahi Hoon Main Kisi sabab se agar bolta nahi hoon mainTou yun nahi k tujhe sochta nahi hoon main کسی سبب سے اگر بولتا نہیں ہوں میںتو یوں نہیں کہ تجھے سوچتا نہیں ہوں میں Main tum ko khud se juda ker ke kis tarah dekhunKeh main bhi tum hoon koi doosra nahi hoon main میں تم کو خود سے جدا کر کے کس طرح دیکھوںکہ میں بھی تم ہوں کوئی دوسرا نہیں ہوں میں to ye bhi tai! keh bichhad kar bhi log jite hainmain ji raha hun! agarche jiya nahin hun main تو یہ بھی طے! کہ بچھڑ کر بھی لوگ جیتے ہیںمیں جی رہا ہوں! اگرچہ جیا نہیں ہوں میں kisi mein koi bara-pan mujhe dikhai na deKhuda ka shukr ki itna baDa nahin hun main کسی میں کوئی بڑا پن مجھے دکھائی نہ دےخدا کا شکر کہ اتنا بڑا نہیں ہوں میں Mere wajood ke andar mujhe talaash na kerKeh is makaan mein aksar raha nahi hoon main مرے وجود کے اندر مجھے تلاش نہ کرکہ اس مکان میں اکثر رہا نہیں ہوں میں Main ik umar se khud ko talaashta hoon magarMujhe yaqeen nahi hoon bhi,ya nahi hoon main میں ایک عمر سے خود کو تلاشتا ہوں مگرمجھے یقین نہیں، ہوں بھی یا نہیں ہوں میں main ek guman ka imkan hun iftiKhar Mughalkeh ho to sakta hun lekin hua nahin hun main میں اک گمان کا امکاں ہوں افتخارؔ مغلکہ ہو تو سکتا ہوں لیکن ہوا نہیں ہوں میں Log Kahte Hain Keh Tu Ab Bhi Khafa Hai Mujh SeKu-Ba-Ku Phail Gai Baat Shanasai Ki – Parveen ShakirMeri Aankhon Mein Tere Pyar Ka Aansu Aaye – Bashir BadrWo Log Mere Bahut Pyar Karne Wale The FOLLOW US:Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6ePinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAmYoutube: Https://Bit.Ly/35blMZO Continue Reading Previous: Log Kahte Hain Keh Tu Ab Bhi Khafa Hai Mujh SeNext: Tumhara Hijr Manaya Tou Mein Akela Tha – Hijr Poetry Related Stories Urdu Poetry Sambhala Hai Hosh Jab Se, Muqaddar Sakht-Tar Nikla – Poetry urdunama January 11, 2022 Urdu Poetry Laboun Pay Harf Na Koi Sawal Rakhta Tha – Urdu Poetry urdunama January 6, 2022 Urdu Poetry Na Kisi Pe Zakhm Ayan Koi – Faiz Ahmad Faiz | Urdunama.net urdunama January 6, 2022