
Kisi Ki Aankh Pur-Num Hai Mohabbat Ho Gai Hogi
Kisi Ki Aankh Pur-Num Hai Mohabbat Ho Gai HogiZaban Par Qissa-e-Gham Hai Mohabbat Ho Gai Hogi Kabhi Hasna, Kabhi Rona, Kabhi Hans Hans Kar Ro DenaAjab Dil Ka Ye Aalam Hai Mohabbat Ho Gai Hogi Khushi Ka Had Se Barh Jana Bhi Ab Ek Beqarari HaiNa Gham Hona Bhi Ek Gham Hai Mohabbat Ho Gai Hogi Kisi Ko Samny Paa Kar Kisi K Surkh Honton ParAnokha Sa Tabassum Hai Mohabbat Ho Gai Hogi Jahan Wairaan Raahen Thin Jahan Wairaan Aankhen ThinWahan Phoolon Ka Mosam Hai Mohabbat Ho Gai Hogi ﮐﺴﯽ ﮐﯽ ﺍٓﻧﮑﮫ ﭘﺮﻧﻢ ﮨﮯ ، ﻣﺤﺒﺖ ﮨﻮﮔﺌﯽ ﮨﻮﮔﯽ
ﺯﺑﺎﮞ ﭘﺮ ﻗﺼﮧِ ﻏﻢ ﮨﮯ ، ﻣﺤﺒﺖ ﮨﻮﮔﺌﯽ ﮨﻮﮔﯽ ﮐﺒﮭﯽ ﮨﻨﺴﻨﺎ ﮐﺒﮭﯽ ﺭﻭﻧﺎ ، ﮐﺒﮭﯽ ﮨﻨﺲ ﮨﻨﺲ ﮐﮧ ﺭﻭ ﺩﯾﻨﺎﻋﺠﺐ ﺩﻝ ﮐﺎ ﯾﮧ ﻋﺎﻟﻢ ﮨﮯ ﻣﺤﺒﺖ ﮨﻮﮔﺌﯽ ﮨﻮﮔﯽ ﺧﻮﺷﯽ ﮐﺎ ﺣﺪ ﺳﮯ ﺑﮍﮪ ﺟﺎﻧﺎ ، ﺑﮭﯽ ﺍﺏ ﺍِﮎ ﺑﮯ ﻗﺮﺍﺭﯼ ﮨﮯ
ﻧﮧ ﻏﻢ ﮨﻮﻧﺎ ﺑﮭﯽ ﺍِﮎ ﻏﻢ ﮨﮯ ، ﻣﺤﺒﺖ ﮨﻮﮔﺌﯽ ﮨﻮﮔﯽ ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ﺳﺎﻣﻨﮯ ﭘﺎ ﮐﺮ ، ﮐﺴﯽ ﮐﮯ ﺳﺮﺥ ﮨﻮﻧﭩﻮﮞ ﭘﺮ
ﺍﻧﻮﮐﮭﺎ ﺳﺎ ﺗﺒﺴﻢ ﮨﮯ ، ﻣﺤﺒﺖ ﮨﻮﮔﺌﯽ ﮨﻮﮔﯽ ﺟﮩﺎﮞ ﻭﯾﺮﺍﻥ ﺭﺍﮨﯿﮟ ﺗﮭﯿﮟ ، ﺟﮩﺎﮞ ﺣﯿﺮﺍﻥ ﺍٓﻧﮑﮭﯿﮟ ﺗﮭﯿﮟ
ﻭﮨﺎﮞ ﭘﮭﻮﻟﻮﮞ ﮐﺎ ﻣﻮﺳﻢ ﮨﮯ ، ﻣﺤﺒﺖ ﮨﻮﮔﺌﯽ ﮨﻮﮔﯽ Hum Ko Maloom Hai Anjam Humara Murshad – Urdu PoetryIshq Main Laajawaab Hain Ham Log – Jigar MoradabadiSaza Mili Hai Muhabbat Ko Intehaaoun Ki – Urdu Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO