
Table of Contents
Kia Cheez Thi Kia Cheez Thi Zalim Ki Nazar Bhi
Jigar Muradabadi Poetry
Kia Cheez Thi Kia Cheez Thii Zalim Ki Nazar BhiUff Kar Ke Wahein Baith Gaya Dard Jigar Bhi
کیا چیز تھی، کیا چیز تھی ظالم کی نظر بھی
اف کر کے وھیں بیٹھ گیا درد جگر بھی
Kia Daikhingy Hum Jalwah Mahbood Keh Hum SeDaikhi Na Gai Daikhne Wale Ki Nazar Bhi کیا دیکھیں گے ھم جلوہ محبوب کہ ھم سے
دیکھی نہ گئی دیکھنے والے کی نظر بھی Waaiz Na Dara Mujh Ko Qayamat Ki Sahar SeDaikhi Hai In Aankhon Ne Qayamat Ki Sahar Bhi واعظ نہ ڈرا مجھ کو قیامت کی سحر سے
دیکھی ھے ان آنکھوں نے قیامت کی سحر بھی Is Dil Ke Tasaduq Jo Muhabbat Se Bhara HoUs Dard Ke Sadqay Jo Idhar Bhi Ho Udhar Bhi اس دل کے تصدق جو محبت سے بھرا ھو
اس درد کے صدقے جو اِدھر بھی ھو اُدھر بھی Hai Faisla e Ishq Jo Manzoor Tou UthiyeAghyar Bhi Moujood Hein Hazir Hai Jigar Bhi ھے فیصلۂ عشق جو منظور تو اٹھیئے
اغیار بھی موجود ھیں حاضر ھے جگر بھی Har Cheez Mushtarik Thi Hamaari Siwaaey Naam | PoetryHum Ne Be-Parda Tujhe Ae Mah-Jabeen Dekh LiyaKisi Ghareeb Ki Barson Ki Aarzu Ho Jaaun – Munawwar Rana
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO