
Table of Contents
Ki Haq Se Farishton Ne Iqbal Ki Ghammazi
Bal-e-Jibril
Ki Haq Se Farishton Ne Iqbal Ki Ghammazi
Gustakh Hai, Karta Hai Fitrat Ki Hina Bandi
کی حق سے فرشتوں نے اقبال کی غمازی
گستاخ ہے ، کرتا ہے فطرت کی حنا بندی
Khaki Hai Magar Iss Ke Andaz Hain Aflaki
Rumi Hai Na Shami Hai, Kashi Na Samarqandi
خاکی ہے مگر اس کے انداز ہيں افلاکی
رومی ہے نہ شامی ہے ، کاشی نہ سمرقندی
Sikhlayi Farishton Ko Adam Ki Tarap Iss Ne
Adam Ko Sikhata Hai Adaab-e-Khudawandi!
سکھلائی فرشتوں کو آدم کی تڑپ اس نے
آدم کو سکھاتا ہے آداب خداوندی
– Allama Iqbal Poetry
Tujhe Yaad Kya Nahin Hai Mere Dil Ka Woh Zamana – Iqbal
Ye Peyam De Gyi Hai Mujhe Bad-e-Subahgahi – Allama Iqbal Poetry
Zahir Ki Ankh Se Na Tamasha Kare Koi – Allama Iqbal
Na Aate, Hamein Ismein Takrar Kya Thi – Allama Iqbal Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO