
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Khuli Aankhon Mein Sapna Jhaankta Hai
Parveen Shakir Poetry
Khuli aankhon mein sapna jhaankta haiWoh soya hai ke kuch kuch jaagta hai کھلی آنکھ میں سپنا جھانکتا ہے
وہ سویا ہے کہ کچھ کچھ جاگتا ہے Tere chahat ke bheegey junglon meinMera tan man mor ban kar nachta hai تری چاہت کے بھیگے جنگلوں میںمرا تن، مور بن کر ناچتا ہے Mujhe har kefiyat mein kyon na samjheyWoh mere sab hawaaley jaanta haiمجھے ہر کیفیت میں کیوں نہ سمجھے
وہ میرے سب حوالے جانتا ہے Main uss ki dastrass main hoon magar wohMujhe meri razaa se mangta haiمیں اس کی دسترس میں ہوں، مگر وہمجھے میری رضا سے مانگتا ہے Kissi ke dheyaan main dooba hua dilBahaney se mujhe bhi taalta haiکسی کے دھیان میں ڈوبا ہوا دل
بہانے سے مجھے بھی ٹالتا ہے Sarrak ko chorr kar chalna paregaKe mere ghar ka kacchaa rasta hai سڑک کو چھوڑ کر چلنا پڑے گا
کہ میرے گھر کا کچّا راستہ ہے Bandh Lein Hath Pe Senay Pe Saja Lein Tumko – Wasi ShahAb Kis Se Kahein Aur Kon Sune, Jo Haal Tumhare Bad HuaKhud Waqt Mere Sath Chala Wo Bhi Thak Gaya – Mohsin Naqvi
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO