Khule Dilon Se Mile Fasla Bhi Rakhte Rahe
khule dilon se mile fasla bhi rakhte rahe
tamam umr ajab log mujh se uljhe rahe
کھلے دلوں سے ملے فاصلہ بھی رکھتے رہے
تمام عمر عجب لوگ مجھ سے الجھے رہے hanut titliyan show-case mein nazar aain
sharir bachche gharon mein bhi sahme sahme rahe حنوط تتلیاں شو کیس میں نظر آئیںشریر بچے گھروں میں بھی سہمے سہمے رہے ab aaina bhi mizajon ki baat karta hai
bikhar gae hain wo chehre jo aks bante rahe اب آئنہ بھی مزاجوں کی بات کرتا ہےبکھر گئے ہیں وہ چہرے جو عکس بنتے رہے main aane wale dinon ki zaban jaanta tha
isi liye meri ghazlon mein phul khilte rahe میں آنے والے دنوں کی زبان جانتا تھااسی لیے مری غزلوں میں پھول کھلتے رہے darakht kat gaya lekin wo rabte nasir
tamam raat parinde zamin pe baithe rahe درخت کٹ گیا لیکن وہ رابطے ناصرؔتمام رات پرندے زمیں پہ بیٹھے رہے حسن ناصر Ab Kis Se Kahein Aur Kon Sune, Jo Haal Tumhare Bad HuaKhud Waqt Mere Sath Chala Wo Bhi Thak Gaya – Mohsin NaqviMohabbat Ki Duniya Main Mashoor Kar Doon – Ghazal Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO