Urdu Poetry Khizaan Ke Mausam Ki Sard Shaamen | Urdu Poetry urdunama October 3, 2021 Khizaan Ke Mausam Ki Sard Shaamen Khizaan Ke Mausam Ki Sard ShaamenSaraab Yaadon Ke Haath Thaamay خزاں کے موسم کی سرد شامیںسراب یادوں کے ہاتھ تھامے Kabhi Jo Tum Se Hisaab MangenMaayusiyon Ke Nisaab Mangen کبھی جو تم سے حساب مانگیںمایوسیوں کے نصاب مانگیں Be-Noor Aankhon Se Khawab MangenTo Jaan Lena Ke Khawab Saray بے نور آنکھوں سے خواب مانگیںتو جان لینا کے خواب سارے Meri Hadon Se Nikal Chukay HainTumhari Chokhat Pe Aa Rukay Hain میری حدوں سے نکل چکے ہیںتمہاری چوکھٹ پہ آ رکے ہیں Musaafton Se Thakay Hue HainGhubar-E-Raah Se Hatte Hue Hain مسافتوں سے تھکے ہوئے ہیںغبار راہ سے اٹے ہوئے ہیں Tumhari Chokhat Pe Jane Kab SeJabeen Jhukaye Hue Khare Hain تمہاری چوکھٹ پہ جانے کب سےجبیں جھکائے ہوئے کھڑے ہیں Nahi Howa Mujhay Naseeb Piyar Kisi Ka – Urdu PoetryHar Cheez Mushtarik Thi Hamaari Siwaaey Naam | PoetryMain Is Se Pahle Ke Bikhrun Idhar Udhar Ho Jaaun – Urdu PoetryJeenay Ke Haq Mein Aakhri Taweel Di Gai – Urdu Poetry Follow Us:Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6ePinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAmYoutube: Https://Bit.Ly/35blMZO Continue Reading Previous: Ghar Se Nikal Kar Apne Tere Aastan Tak – Urdu Ghazal PoetryNext: Ek Tamanna Hai Faqat Mujh Pe Meherban Raho – Shayari Related Stories Urdu Poetry Sambhala Hai Hosh Jab Se, Muqaddar Sakht-Tar Nikla – Poetry urdunama January 11, 2022 Urdu Poetry Laboun Pay Harf Na Koi Sawal Rakhta Tha – Urdu Poetry urdunama January 6, 2022 Urdu Poetry Na Kisi Pe Zakhm Ayan Koi – Faiz Ahmad Faiz | Urdunama.net urdunama January 6, 2022